सोमवार, 29 अक्तूबर 2007

Purani Jeans -AliHaider

Song: Purani Jeans by Ali Haider


Purani jeans aur guitar...Mohalle ki vo chhat ….

Aur mere yaar
Vo raaton ko jaagna … Subah ghar jaan … Kood ke deewar
Vo cigaretee peena … Gali mein jaake .. Wo karna daanton ko Ghadi ghadi saaf
Pahunchna college hamesha late ….Vo kehna sir ka “Get out from the class!”
Vo bahar jaake hamsha kehna …Yahan ka system …Hi hai kharaab

Vo jaake canteen mein ……Table bajaake …Vo gaane gaana Yaaron ke saath
Bas yaadein ..Yaadein Yaadein reh jaati hain ….
Kuchh chhoti ..Chhoti ….
Baatein reh jaati hain Bas yaadein…………………..

Vo papa ka daantna ….Vo kehna mummy ka …..Chhodein ji aap
umhein to bas nazar aata hain ……Jahan mein beta ……Mera hi kharaab

Vo dil mein sochna ……Kar ke kuchh dikha dein …..Vo karna planning . Roz nayi yaar
Ladakpan ka vo pehla pyaar ….Vo likhna haathon pe ….A + R

Vo khidki se jhaankna ….Vo likhna letter ….Unhein baar baar Vo dena tofe mein …..
Sone ki baaliyan ….Vo lena doston se Paise udhaar
Bas yaadein ….Yaadein ….Yaadein reh jaati hain Kuchh chhoti …….Chhoti …
Baatein reh jaati hain ..Bas yaadein..
Aisa yaadon ka mausam chala ……Bhoolta hi nahin ……Dil mera
Kahan meri jeans aur guitar …….Mohalle ki vo chhat ……Aur mere yaar
Vo raaton ko jaagna ……Subah ghar jaan ………..Kood ke deewar Purani jeans …….Aur guitar.. !!!!!!

बुधवार, 24 अक्तूबर 2007

Ghar Se Main Nikla (dekha hai aise bhi) -sifar-luckyali

Ghar Se Main Nikla (dekha hai aise bhi)

Hindi Song Title: Ghar Se Main Nikla ( Dekha hai aise bhi)
Album Name: SIFAR
Singer: LUCKY ALI
Music: LUCKY ALI
Lyrics: ASLAM

Ghar se main nikla, tanha akela...Saath mere kaun hain yaar hai mera
jo bhi karna tha, ghar aa gaya main...pyaar ko hi maanke chalte jaana
dekha hai aise hi, kisi ko aise hi..apne hi dil mein basaye kuch irade hain...
dil ke kisi kone bhi kuchh aise hi baaten hain
inko liye jab hum chale nazare bhi humse mile.o.ooo.

dekha hai aise hi, kisi ko aise bhihaste hasate sab ko manaake hum jaayenge
barson ki doori ko hum sab saath mitayenge.....
pyaar rahe unke rahe jo dhoonde woh unko mileo...
Thoda sa garaj hai, thoda sa samajh hai..chahton ki daayre main itna faraz hai
koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai....arzoo bhi arz hai padhte jaana
dekha hai aise hi, kisi ko aise hi....
dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain
reh gaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain
inko liye kab tak chale, nazaron mein hum bhi mile,o..o...o

सोमवार, 22 अक्तूबर 2007

Om Shanti Om - Aankhon mein teri- Ajabsi

Movie: Om Shanti Om

Singer : KK
Song : Aankhon mein teri-Ajabsi-KK-Om Shanti Om


Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai.
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai.......
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai
Aai aise raat hai jo

Bhahut khushnaseeb hai.
Chahe jise door se duniya

Woh mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai.
Phir bhi hai dil mein Saawal hai kahin.
Sapno mein jo roj kaha hai.
Woh phir se kahun ya nahiiiiii.....

Aankhon mein teri

.Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri.
Ajab si ajab si adayein hai
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai...... Tere saath saath esha
Koi noor aaya hai...... Chand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai..... Teri nazaron ne dil ka Kiya jo hasar
Asar yeh hua........ Abb inmein hi doob ke ho jau paar
Yehi hai Dua....... Aankhon mein teri.
Ajab si ajab si adayein hai.....

hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai.
Dil ko banade jo patang saa se.
Yeh teri woh haawaien hai.
Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai.
hoo Aankhon mein teri.
Ajab si ajab si adayein hai........

Dil ko banade jo patang saa se..
Yeh teri woh haawaien hai........

बुधवार, 10 अक्तूबर 2007

USKI AANKHO MEIN-shayari

USKI AANKHO MAY USKI AANKHO MAY MERI MOHABBAT KI CHAMAK AAJ BHI HAIN,PAR USKO MERI MOHABBAT PAR SUK AAJ BHI HAIN,

PAR KYA BATAO,KNAO PAR BAITH KAR HAATH DHOYA THA JASMAY,US TALAB MAY USKI MEHDI KI MAHAK AAJ BHI HAIN,BAHUT SANNATA,BAHUT TANHAI HAIN MERE GAMO MAY MAGAR,MERI YADO MAY USKI PAYAL KI CHAMAK AAJ BHI HAIN,

VO KAHTA HAIN,AB KUCH PAHLE SANAHI HAIN MAGAR HUM MILTE TAY JAHA VO JAMI VO FALAK VO JAMI AAJ BHI HAIN.LAAKH KAR VO APNI MOHABBAT KO NAFRAT SE CHUPANE KI MAGAR,

USKI NAFRAT MAY MERI MOHABBAT GHALAK AAJ BHI HAIN.........................

रविवार, 7 अक्तूबर 2007

Aate Jaate Jo Milta Hai - HAR DIL JO PYAAR KAREGA

Hindi Song Title: Aate Jaate Jo Milta Hai

Hindi Movie: HAR DIL JO PYAAR KAREGA
Singer(s): SONU NIGAM, ALKA YAGNIK & CHORUS
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Tumse milke maine jaana ye pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khud ko bhool jaata hai aisa kyon hota hai
ho... deewanepan ki ye inteha hai
Chehron mein kya hai chehra tera
Tere siva hum soche bhi kise
Yaadon ke har pal pehra tera
Yaadein basi hai jaano sanam
Kehna hamara maano sanam
Humse poochho tanha rehna kaisa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Hey relax
Tumhein dekhta hoon to lagta hai koi aisa bhi mere paas mein ho
Arre jisko meri tanhaai ka ehsaas to hai
Ye aashiqui bhi aisa nasha hai
Jab ye lage to chhoot nahin
Nadaan dilon ka hai aisa naata
Tode sabhi to toot nahin
Jisne kaha ye sach hi kaha
Bhoole kabhi na pehli dafa
Tumse milna baatein karna achchha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Kya sochne lagi
Soch rahi hoon tum kya soch rahe ho
Main hahah...
Ho jee chaahta hai zulfon ke neeche yoonhi hamesha soye rahein
Bas tumko dekhein bas tumko chaahein
Khwaabon mein yoonhi khoye rahein
Tumse mili hai jabse nazar
Humko nahin hai kuchh bhi khabar
Ab to humko afsaana bhi sachcha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein