गुरुवार, 28 फ़रवरी 2008

MAUT LUCKY ALI KAANTE

MAUT - LUCKY ALI - KAANTE

Dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai Faasle ho jaaye na nazdeek
Aa jaa mila le dil jala le Zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb
Dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahinYeh sawaal to khaayi jaaye
Jeena to maut na jaane kab aayegaKise bulaake yeh kise le jaayega
Maut, jeene ke liye zaroori hai yehMaut, kaise ban gayi majboori hai yeh
Maut, lamhe ruk jaate jab yeh aatiMaut, saanson ko baahon mein leke jaati
Zinda hoke mar gaya, main marke zinda ho gaya
Dil ki dhadkan mein yeh zindagi ka shor haiDil manaate yeh shaq hai abhi
Har sawaal jawaab ka fizool haiYeh khayaal to kar le koiJeena dusaar hai,
pyaar hai, yaar haiMardon ko yeh do raahein dikhaayeJeena to jeena hai,
marna hai to marna hai
Jis ka waqt aaya hai usi ko chal jaana haiMaut, sirf raahein badal jaate haiMaut,

naye daur khul jaate haiMaut, lena dena tab pata chalta haiMaut, kamaai ka hajara milta hai

Bekhabar hai, sawaal yeh nishaan haiMil jaaye jo voh hai naseebJeena toofaani hai, baaqi sab bayaani haiJhooth leke jaati hai zindagiMera bulaava hai, yeh zindagi ka daava hai

Mujhe bulaaye yeh tujhe bhi bulaayeBanke hawa muskuraaye
Meri maut, teri maut, iski uski sab ki basMaut, jeene ke liye zaroori hai yeh
Maut, kaise ban gayi majboori hai yehMaut, lamhe ruk jaate jab yeh aati
Maut, saanson ko baahon mein leke jaatiMaut, sirf raahein badal jaate hai
Maut, naye daur khul jaate haiMaut, lena dena tab pata chalta hai
Maut, kamaai ka hajara milta haiMaut

रविवार, 24 फ़रवरी 2008

Tod diya dil mera- Kasak - MM Kreem

Song : Tod diya
Movie : Kasak
Singer : MM Kreem
Music : MM Kreem

Tod diya dil mera ..meri khata kutch bhi nahi...
mujhpe sitam phir kyon kiya
kutch toh seene mein reh gaye.. kutch toh ashko mein beh gaye
kutch toh armaan tham gaye..kutch lahu mein hi jam gaye
tu ne di mujhko bewajah..pyar karne ki yeh saja...shukriya tera
tod diya dil mera...meri khata.. kutch bhi nahi
mujhpe sitam phir kyon kiya
seela mila hain kya mujhko meri wafaao ka
mil gaye hain saare sapne khak mein
sanam na muna ka kya du main...teri jafao ka
dab gayi hain meri saansein raakh mein
main toh deewana tha.. maine toh na jaana thaa
b na kutch bhi khayal
har taraf bas malal hain...jeena bhi toh mohal hain
shukriya tera
tod diya dil mera...meri khata kutch bhi nahi
mujhpe sitam phir kyon kiya
luta hu main lut jaaunga teri mohabbat mein
dard bhi utha lunga mein shool ke
meeta hu main meet jaunga teri hi chahat mein
jee sakunga ab na tujhko bhool ke
tu toh bedardi hain par yeh meri marzi hain
chain mujhko haram hain
dhadkanon ka payam hain.. zindagi tere naam hain
shukriya tera
(tod diya dil mera meri khata kutch bhi nahi mujh pe sitam phir kyon kiya)2

शुक्रवार, 22 फ़रवरी 2008

Jaane Kya Dhoondta Hai - LUCKY ALI - SUR


Song : Jaane Kya Dhoondta Hai
Movie Name: SUR
Singer: LUCKY ALI
Music :MM Kreem

Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil

Tujhko kya chaahiye zindagi

(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil

Tujhko kya chaahiye zindagi)

Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar

Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar

(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil

Tujhko kya chaahiye zindagi)

Bechehra sa koi sapna hai voh

Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh

Aise mere andar shaamil hai voh

Main hoon behta dariya, saahil hai voh

Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata

Kaun sa uska nagar hai, reh guzar kuch to bata

Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar

(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil

Tujhko kya chaahiye zindagi)

Soona sa hai mandir, moorat nahin

Khaali hai aaina, soorat nahin

Jeene ka jeevan mein kaaran to ho

Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho

Shamma hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon

Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon

Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar

(Jaane kya dhoondta hai, ae mera dil

Tujhko kya chaahiye zindagi)

बुधवार, 20 फ़रवरी 2008

Tere Ishq Mein (Rekha Gulzar) - Drama

Singer : Rekha Bharadvaaj
Music :Vishal Bharadwaj
Lyrics : Gulzar

Tere ishq mein, haye tere ishq mein
Tere ishq mein, haye tere ishq mein
Rakh se rokhi koyel se kali
Raat katte na hijraan wali
Tere ishq mein, haye tere ishq mein
Rakh se rokhi koyel se kali
Raat katte na hijraan wali
Tere ishq mein, haye haye
Tere ishq mein Tere ishq mein
Tere ishq mein Tere ishq mein
Teri justajo karte rahe merte rahe
Tere ishq mein
Tere roobaroo bethe hoe merte rahe
Tere ishq mein
Tere roobaroo teri justajo
Tere ishq mein, haye Tere ishq mein
Badal dhune moasam bune sadiyaan gini lamhe chune
Lamhe chune moasam bune
Kuch garm the kuch gulgule
Tere ishq mein
Badal dhune Moasam bune
Tere ishq mein
Tere ishq mein, haye haye
Tere ishq mein Tere ishq mein
Tere ishq mein Tere ishq mein
Tere ishq mein tanhaiyaan, tanhaiyaan tere ishq mein
Humne buhat behlaiyaan tanhaiyaan
Tere ishq mein
Roh se kabhi manwaiyaan
Tanhaiyaan tere ishq mein
Mujhy ttoh ker koi din gayea
Mujhy cherr ker koi shab gayi
Maine rekh li sari aahatein
Kab ayi thi shab kab gayi
Tere ishq mein kab din gayea shab kab gayi
Tere ishq mein
Tere ishq mein haye haye haye
Tere ishq mein Tere ishq mein
Tere ishq mein Tere ishq mein
Rakh se rokhi koyel se kali
Raat katte na hijraan wali
Dil sofi ye tha hum chal deye jahan le chala
Tere ishq mein
Hum chal deye Tere ishq mein
Haye tere ishq mein
Main asmaa’n main hi zamee’n
Gili zamee’n sili zamee’n
Jab lab jale pi li zamee’n
Gili zamee’n tere ishq mein

मंगलवार, 19 फ़रवरी 2008

Sach Mere Yaar Hai,SAAGAR KISHORE Kumar

Hindi Song Title: Sach Mere Yaar Hai, Bas Wohi Pyaar Hai
Hindi Movie/Album Name: SAAGAR
Singer(s): KISHORE


Sach Mere Yaar Hai, Bas Wohi Pyaar Hai
Jiske Badle Mein Koi To Pyaar De
Baaqi Bekaar Hai, Yaar Mere....
Jis Haath Mein Ik Haath Hai
Us Haath Ki Kya Baat Hai
Kya Manzilein Kya Faasle
Ik Humsafar Gar Saath Hai
Jiski Qismat Koi Yoon Sanvaar De
Vo Hi Dildaar Hai, Yaar Mere....
Jhoome Zameen Jhoome Gagan
Tere Liye Hoke Magan
Khilti Rahein Khushiyaan Teri
Mehka Rahe Dil Ka Chaman
Zindagi Tujhko Aisi Bahaar De
Dilki Pukaar Hai, Yaar Mere....
Sunte The Hum Yeh Zindagi
Gham Aur Khushi Ka Mel Hai
Humko Magar Aaya Nazar
Yeh Zindagi Voh Khel Hai
Koi Sab Jeete Sab Koi Haar De
Apni To Haar Hai, Yaar Mere....

शनिवार, 16 फ़रवरी 2008

Pehla Nasha - JO JEETA WOHI SIKANDAR

Song : Pehla Nasha
Movie: JO JEETA WOHI SIKANDAR
Singer: UDIT NARAYAN & SADHANA SARGAM
Music: Jatin - Lalit
Lyrics: Majrooh Sultanpuri


Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya Chun liya
Maine Sun liya
Pehla nasha Pehla khumaar

Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraarTu hi bata

Pehla nashaPehla khumaar

Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha Pehla khumaar Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haalAye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata
Pehla nasha Pehla khumaar

Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se
Pehla nasha Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar

बुधवार, 13 फ़रवरी 2008

Mere Haath Mein Tera Haath Ho - FANAA - Jatin Lalit - English Translation

Song : Mere Haath Mein Tera Haath Ho ( English Translation )
Movie: FANAA
Singer(s): SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN, AAMIR KHAN, KAJOL
Music: Jatin-Lalit
Lyrics: Prasoon Joshi

Mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine.
tuu jo paas ho phir kya yeh jahaa.n
When you're with me, what use have I for the world?
tere pyaar mein ho jaa'uu.n fanaa
May your love annihilate me.
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine.
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine.
tuu jo paas ho phir kya yeh jahaa.n
When you're with me, what use have I for the world?
tere pyaar mein ho jaa'uu.n fanaa
May your love annihilate me!
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine.

tere dil mein merii saa.nso.n ko panaah mil jaa'e
May my sighs find a shelter in your heart;
tere ishq mein merii jaan fanaa ho jaa'e
may your love annihilate my life.
jitne paas hai khushbuu saa.ns ke
As close as fragrance is to breath,
jitne paas ho.nTHo.n ke sargam
as close as melody is to lips,
jaise saath hai karwat yaad ke
as close as the twists and turns of thought,
jaise saath baaho.n ke sa.ngam
as close as arms entwined,
jitne paas paas khwaabo.n ke nazar
as close to me as my dreams,
utne paas tuu rahana hamsafar
stay that close to me, my life's companion.
tuu jo paas ho phir kya yeh jahaa.n
When you're with me, what use have I for the world?
tere pyaar mein ho jaa'uu.n fanaa
May your love annihilate me.
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine
rone de aaj hamko tuu aa.nkhe.n sujaane de
Let me cry today; let my eyes swell.
baaho.n mein le le aur khud ko bhiig jaane de
Take me in your arms and let me drench you with my tears
hai jo siine mein qaid dariya voh chuuT jaa'ega
The river imprisoned in my breast will break free,
hai itna dard ke tera daaman bhiig jaa'ega
and the pain is so great, it will wash down to your feet.
jitne paas paas dhaRkan ke hai raaz
As close as my secrets are to my heart,
jitne paas buu.ndo.n ke baadal
as close as raindrops are to the clouds,
jaise saath saath cha.nda ke hai raat
as close as the moon is to the night,
jitne paas nazaro.n ke kaajal
as close as kohl is to the eyes,
jitne paas paas saagar ke lahar
as close as the waves are to the sea,
utne paas tuu rahana hamsafar
stay that close to me, my life's companion.
tuu jo paas ho phir kya yeh jahaa.n
When you're with me, what use have I for the world?
tere pyaar mein ho jaa'uu.n fanaa
May your love annihilate me.
mere haath mein tera haath ho
When my hand is in yours,
saarii jannate.n mere saath ho
all of paradise is mine.
adhuurii saa.ns thii
My breath was incomplete;
dhaRkan adhuurii thii
my heartbeat was incomplete;
adhuure ham
I was incomplete.
magar ab chaa.nd puura hai falak pe
But now the moon is full in the sky,
aur ab puure hai.n ham
and we are made whole.

बुधवार, 6 फ़रवरी 2008

Youn Hi Tum Mujhse Pyar (Teri banho mein ) - Khakee

Song: Youn Hi Tum Mujhse Pyar (Teri banho mein )
Movie : Khakee
Singer(s) : Sonu Nigam And Shreya Ghosal
Music : Ram Sampath
Lyrics : Sameer

Teri bahon mein hum jeete marte rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe
Teri bahon mein hum jeete marte rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe
Hum ne dekhe nahi aisi deeangee
Kam na hogi kabhi ab to dil ki lagi
Jism se ruh mein hum utar te rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe

Aaj karo tum humse bas chahat ki baatein
Kat ne se kati nahi ab to tanha raatein
Khwab bana ke tumko aankehn mein rakhlenge
Bekarariyan keh rahi hai hum chain tumko denge
Aake aagosh mein hum sawar te rahe
Jism se ruh mein hum utar te rahe
Teri bahon mein hum jeete marte rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe
Hum ne dekhe nahi aisi deeangee
Kam na hogi kabhi ab to dil ki lagi
Jism se ruh mein hum utar te rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe

Yuh agar dekhoge deewana kardoge
Ishq mein hume yaar tum to mastana kardoge
Baat meri tum maano deewanapaan chodo
Naa karo humein bekarar kasmo ko na todo
Khushboo ki tarha hum bikhar te rahe
Jism se ruh mein hum utar te rahe
Teri bahon mein hum jeete marte rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe
Hum ne dekhe nahi aisi deeangee
Kam na hogi kabhi ab to dil ki lagi
Jism se ruh mein hum utar te rahe
Yuhi hum tumse pyaar karte rahe

शुक्रवार, 1 फ़रवरी 2008

Kehne ko Jashn-e-bahara -Jodhaa Akbar - Ar Rahman


Lyrics of Kehne ko Jashn-e-bahara hai (Jodhaa Akbar)
Song : Kehne ko Jashn-e-bahara
Movie :Jodhaa Akbar
Music: Ar Rahman
Singer: Javed Ali
Lyrics : Javed Akhtar

Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai
Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Ooooo hooooo…

Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahen kya hai sitam Sochte hai ab yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar Faasle hain phir bhi magar

Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare
Pass hain phir bhi paas nahi Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya
Sare sehmein nazare hainSoye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Oooo hoooo..

Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Hum ne jo tha nagma suna Dil ne tha usko chuna

Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai
Hum jo agar hai gumgee Woh bhi udhar khush to nahi

Mulakato mein hai jaise ghul si gai tanhai
Milke bhi hum milte nahi Khilke bhi gul khilte nahi

Aankhon mein hai baharein dil mein khiza
Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain

Aur dil mein koi khoye si baatein hain
oooo hoo
Kehne ko Jashan-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein

Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein