Suraj ka naya chehra
Tode dar ka hai har pehra
New face of the sun
breaks every boundation of fear
Jaane kyun, har nazar mein hai
Ek junoon.. jo yahi kahe
Iss aandhi mein bhi,
Na chhodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
For some unknown reason, every sight has
a passion, which says
that even in this storm,
(we) won't leave integrity,
color the sky in peace
Suraj ka naya chehra
Baandhe rishton ka sehra
Ye dagar.. bas ban jaaye
Ek lehar.. jo yahi kahe
Iss aandhi mein bhi,
Na chhodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
New face of the sun
ties a bond of relations
this way, just becomes
a wave, which says
that even in this storm,
(we) won't leave integrity
color the sky in peace..
Jis ghadi jazbaat ki aandhi chale
Raahe reham humpe roshan rahe
Roshni ka saath hum le chale
When there is a storm of emotions
let the path of compassion be throwing light upon us
we take the light with us..
Jaane kyun har nazar mein hai
Ek junoon.. jo yahi kahe
Iss aandhi mein bhi,
Na chodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan...