One of Old Bollywood soundtrack hits, a sad number from a Classic Bollywood movie HAWAS 1974 starring Nitu Singh.
Singer(s): Mohd Rafi
Lyrics: Sawan Kumar
Music Director: Usha Khanna
Lyrics of the song:
Teri galiyon mein na rakhein gay qadam aaaj kay baad
tere milney ko na aayein gay sanam aaj kay baad 
teri galiyon mein 
Tu mera milna .........
tu mera milna samjh lena ik sapna tha 
tujh ko ab mil hi gaya jo tera apna tha 
hum ko duniya mein samjhna na sanam aaj kay baad 
teri galiyon mein 
Ghir kay aayen gi 
ghir kay aayen gi ghatain barse sawan ki 
tum to banhon mein rahogi apney sajan ki
galey hum gham ko lagain gay sanam aaaj kay baad
Teri galiyon mein na rakhein gay qadam aaj kay baad
tere milney ko na aayein gey sanam aaaaj kay baad 
teri galiyon mein