रविवार, 24 फ़रवरी 2013

JAB TAK HAI JAAN Poem Lyrics And Translation to English

JAB TAK HAI JAAN Poem Lyrics And Translation to English

JAB TAK HAI JAAN Poem Lyrics

Teri aankhon ki namkeen mastiyan
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tera haath se haath chhodna
Tera saayon se rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Baarishon mein bedhadak tere naachne se
Baat baat pe bewajah tere roothne se
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
Mohabbat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..

Tere jhoothe kasme vaadon se
Tere jalte sulagte khwabon se
Teri be-raham duaaon se
Nafrat karunga main
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
— by Aditya Chopra


JAB TAK HAI JAAN Poem  Translation to English

Saline mischief in your eyes,
Small insolences,
Laughing in your smile,
Waves of dusk unfurled in your hair,
I will not forget you,
Not untill I cease to breathe,
Not untill I cease to live

You took your hand away,
You turned your shadow face pale,
You never glanced this way
You, I will not forgive
Not untill I cease to breathe
Not untill I cease to live




JAB TAK HAI JAAN Poem

Movie Name: Jab Tak Hai Jaan
JAB TAK HAI JAAN Poem  Music Director : A.R.Rahman

JAB TAK HAI JAAN Poem Song Lyricist: Gulzar

Star Cast in JAB TAK HAI JAAN Poem: Shahrukh Khan