Murshid mera marhami ~ Bhajans by P D Jalota 
Lyrics - 
Murshid mera marhami 
jin maram bataya
dil andar didar hai 
khoja tin paya 
tasveer ek ajoob hai 
jaame hardam dana
 purj kinare baith ke 
ghera tin jana 
kya bakri kya gaye hai 
kya apno jaya 
sab ko lohu ek hai sahab bharmaya
peer paigambar auliya
sab marne aaya
na hak jeev na mariye
poshan ko kaya
yeh sarir haiwan hai
bas kari le bhai
daad ilahi naanaka
jis deve khudayi