haaye saare, saare ke saare
ye zameen pe dekho taare
ye roshni se banke hain chamke
haan poora jam ke khelenge aaj
crowd ke shor mein, ab poore zor mein
tu zameen ko hila de aaj
girte uchhalte, thoDa sambhalte
ab khel ke dikha de aaj
Oh, all, all of them,
see the stars on the earth,
they have shone becoming light.
yes, today there will be a strong game.
in the crowd’s noise, in full strength,
you rock the earth today.
falling, jumping, and pulling up
show your game today..
zara dekh ke yaaron, tum khelo pyaro
lagi hai baazi yahan jaan ki, jaan ki
jeeto ya haaro, oye khul ke maaro
haan jee bhar ke khelo yahaan
phir junoon mein ho vo inteha
kirne bani hon qaus-e-qaza
ishaaron pe tere chale ye hawaa
aise tum khelo ke tum ye jahaan
be careful and play my dears,
here it’s a game of life,
whether you lose or win, play freely,
play here to your heart’s content,
then there should be that passion in the end,
that rays become the bow (with arrow) of your order,
the wind would move on your cues,
play such that you (win) this world..
aaye saare, saare ke saare
ye zameen pe dekho taare
ye roshani se hain banke hai chamke
haan poora jam ke khelenge aaj
crowd ke shor mein ab poore zor mein
tu zameen ko hila de aaj
girte ucchalte thoDa sambhalte
ab khel ke dikha de aaj
Share: