Assma लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Assma लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

गुरुवार, 1 दिसंबर 2011

Chhoo Le Aasmaan Movie song lyrics



Song Name: Chhoo Le Aasmaan
Album Name: Aasma 2008


Chalti Hai Rukti Hai
Tham Jaati Hai Ye Zindagi

Kehti Hai Sunti Hai
Samjhaati Hai Ye Zindagi

Chalti Hai Rukti Hai
Tham Jaati Hai Ye Zindagi
Kehti Hai Sunti Hai
Samjhaati Hai Ye Zindagi

Lamha Lamha Iska
Har Pal Ye Kehta Hai
Jagjaa Re Jagjaa Re Bande.....

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan

Vo O O..

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan....

Rukh Apna Mod Le
Jab Hum Chale
Lehrein Sabhi

Kadmon Pe Aa Gire
Sajdaa Kare Har Khushi

Rukh Apna Mod Le
Jab Hum Chale Lehrein Sabhi
Kadmon Pe Aa Gire
Sajdaa Kare Har Khushi

Mere Naye Khwaab Kuch
Khil Gaye Aankhon Mein
Din Naya.. Shab Nayi
Rang Naye..Baaton Mein

Saagar Bhi Baahon Mein Ab
Likhni Hai Nayi Ibaadat
Aana Hai Tujhe Mere Sang Aa....

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan

Vo O O..

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan....

Anjaane Raaste Hum Paar Ho
Pal Bhar Mein Hi
Faslein Ummeed Ki
Kaatenge Hum Koshish Se Hi

Anjaane Raaste Hum Paar Ho
Pal Bhar Mein Hi
Faslein Ummeed Ki
Kaatenge Hum Koshish Se Hi

Yeh Junoon Josh Ye
Kam Naa Ho...Ga Kabhi
Hauslaa Chhodna
Aadaton...Mein Nahi

Deewaanapan Ye Apna
Hain Sabse Judaa Jahaan Mein
Aana Hai To Chal
Mere Sang Aa....

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan

Vo O O..

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan....

Chalti Hai Rukti Hai
Tham Jaati Hai Ye Zindagi
Kehti Hai Sunti Hai
Samjhaati Hai Ye Zindagi

Chalti Hai Rukti Hai
Tham Jaati Hai Ye Zindagi
Kehti Hai Sunti Hai
Samjhaati Hai Ye Zindagi

Lamha Lamha Iska
Har Pal Ye Kehta Hai
Jagjaa Re Jagjaa Re Bande.....

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan

Vo O O..

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan....

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan

Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan
Chhoo Le Aasmaan




Share:

Man Baawra Tujhe Dhoondhta hai Assma Movie song lyrics





Song Name: Man Baawra Tujhe Dhoondhta
Album Name: Aasma 2008




Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..
Paane Ki Khone Ki Paimaaishein
Jeene Ki Saari Meri Khwaahishein


Paane Ki Khone Ki Paimaaishein
Jeene Ki Saari Meri Khwaahishein
Aasma Yeh Jahaan
Sab Lage Thehra...

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Badgumaa Tha Naadan Yeh Dil
Dhadkegaa Naa Kabhi
Honsh Kho Baitha Hai Paagal
Roothi Hai Zindagi

Badgumaa Tha Naadan Yeh Dil
Dhadkegaa Naa Kabhi
Honsh Kho Baitha Hai Paagal
Roothi Hai Zindagi

Khud Se Baatein Kar Karke Hansna
Bheed Mein Bhi Tanhaa Sa Lagna
Baj Rahi Hai Jaltarange
Saanson Ke Darmayaa...

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta........

Unseeyat Ke Khwaab Chunkar
Katti Raatein Meri...
Iltzaa-E-Deed Lekar
Phatke Ab Aankhein Meri....

Unseeyat Ke Khwaab Chunkar
Katti Raatein Meri...
Iltzaa-E-Deed Lekar
Phatke Ab Aankhein Meri....

Meelon Lambe Yeh Faaslein Hai
Bas Tassavvur Ke Silsile Hai
Rat Jage Gumsum Pade Hai
Pal Ko Pe Raah Hairaan..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta........

Paane Ki Khone Ki Paimaaishein
Jeene Ki Saari Meri Khwaahishein


Paane Ki Khone Ki Paimaaishein
Jeene Ki Saari Meri Khwaahishein
Aasma Yeh Jahaan
Sab Lage Thehra...

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Man Baawra.....
Tujhe Dhoondhta..

Tujhe Dhoondhta..
Tujhe Dhoondhta....

Share: