Hum Toh Mashhoor Hue DIL HAI KE MANATA NAHIN 1991 लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Hum Toh Mashhoor Hue DIL HAI KE MANATA NAHIN 1991 लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 27 अगस्त 2011

HUM TOH MASHHOOR HUE



A Beautiful number from the 90s Super hit songs.

Singer(s): Anuradha Pundwal
Lyrics: Rani Malik
Music Director: Nadeem Shravan

Lyrics of the Song:

Hum toh mashhoor huye hain, aap ki chaahat mein -2
kitnay majboor huye hain aap ki chaahat mein
Hum toh mashhoor...

Aap hi aap hai jaati hain jahan tak yeh nazar -2
Dil hamara hai magar, aap ka haq hai iss par
duniya se durr huye hain, aap ki chaahat mein -2
kitnay majboor huye hain aap ki chaahat mein
Hum toh mashhoor...

Aap se pyaar kiya aap ka armaan kiya -2
ek nazar mein hi ye dil aap pe qurbaan kiya
humse yeh kusoor huye hain aap ki chaahat mein
Hum toh mashhoor....


Share: