The Dirty Picture Hindi Movie लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
The Dirty Picture Hindi Movie लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 2 दिसंबर 2011

The Dirty Picture Twinkle Twinkle Song Lyrics























Movie The Dirty Picture
Song Twinkle Twinkle
Singer Shreya Ghoshal and Rana Mazumder
Producer Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director Milan Luthria
Music Director Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Twinkle Twinkle Lyrics of Movie The Dirty Picture

Buddhe ho gaye..
Par dil abhi jawaan hai
Aankhon se sukh lete hai
Badhe shaitaan hai
Bacha naa bana diya
Toh silk mera naam nahi
Hosh na raha khudka toh
Mujhpe ilzaam nahi

Twinkle Twinkle
Main litle little
Star ban gayi
Jack n Jill ko bhi dekho
Mere naam ki chadh gayi..

Haye..
Twinkle Twinkle
Main litle little
Star ban gayi
Jack n Jill ko bhi dekho
Mere naam ki chadh gayi

Humpty ghayal hua
Dumpty pagal hua
Jhonny ka papa bhi
Mujhpe kayal hua
Ho thirsty thirsty
Aankhien teri
Tasty Tasty
Baahein meri
Dil ko tu taale
Mein apne rakhna naa..

Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa

Ooh..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa..

Hey hey hey hey
Naa hai tu zeenat
Naa hema naa rakhi
Naa rekha hai
Hua hai deewana woh
Jisne bhi tujhe hai dekha

Ho apna didaar dede
Haan mujhko pyaar dede
Din hai yeh choti
Bus tu raatein dede

Ho thirsty thirsty
Aankhien teri
Tasty Tasty
Baahein meri
Dil ko tu taale
Mein apne rakhna naa..

Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa

Ho..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa..

Share:

The Dirty Picture Ooh La La Song Lyrics




Movie The Dirty Picture
Song Ooh La La
Singer Bappi Lahiri and Shreya Ghoshal
Producer Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director Milan Luthria
Music Director Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Ooh La La lyrics of Movie The Dirty Picture


Ahhaa…
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o

Sss..
Chutki joh
Tune kati hai
Chori se kati hai
Yahan wahan..

Roothi hoon
Main tujhse ruthi hoon
Mujhe mana le na
O jane jaan

Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard
Aha aha aha aha

Ooh la la…
Ooh la la…
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..

Choo na na
Choo na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Arey arey arey
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..

Han choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi…

Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…

Haa..
Chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti

De de in gaalon pe
Ek pappi
Meethi meethi

Ho chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti

De de de de in galon pe
Ek pappi
Meethi meethi

Yauwan tera
Sawan bhara
Bheeg gaya
Dil yeh mera..

Aaha tune hi
Barsaat karayi
Kya kare
Yeh yauwan
Bechara bechara bechara

Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..
Hey hey

Na na na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Uui maa

Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Uui maa

Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar

Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar

Aag lagai
Tune tann mein
Kya kare yeh
Pallu bechara
Bechara..
Bechara..

Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard

Offoh..
Ooh la la…
Chodo na
Ooh la la…
Ahan
Tu hai meri fantasy..

Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Hey hey hey hey

Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy.

Ho ho
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..

Aaha.

Share:

The Dirty Picture Ishq Sufiyana Song Lyrics

















Movie The Dirty Picture
Song Ishq Sufiyana Male
Singer Kamal Khan
Producer Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director Milan Luthria
Music Director Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani

Ishq Sufiyana Male Song Lyrics of movie The Dirty Picture


Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..
Ishq..

Sochoon tujhe
Toh hai subah
Sochoon tujhe
Toh shaam hai
Ho..
Manzilon pe
Ab toh meri..
Ek hi tera naam hai

Tere aag mein hi jalke
Koyale se hira banke
Khwaabon se aage chalke
Hai tujhe batana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste..
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Saath saath chalte chalte
Haath choot jayenge
Aisi raahon mein milo naa
Baatein baatein karte karte
Raat kat jaayegi
Aisi raaton mein milo naa

Kya hum hain
kya Rab hai
Jahaan tu hai
Wahin sab hai
Tere lab mile
Mere lab khile
Ab door kya hai jaana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Rab ki qawali
Hai ishq koi
Dil ki Diwali
Hai ishq koi
Mehki si pyaali
Hai ishq koi
Subah ki laali
Hai ishq..

Mere dil ko…
Tu jaan se juda kar de
Yoon bas tu..
Mujhko fanaa kar de
Mera haal tu
Meri chaal tu
Bas kar de aashiqana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Tere waaste
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana
Mera ishq sufiyana

Share:

The Dirty Picture Honeymoon Ki Raat Song Lyrics




























Movie The Dirty Picture
Song Honeymoon Ki Raat
Singer Sunidhi Chauhan
Producer Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director Milan Luthria
Music Director Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani


Honeymoon Ki Raat Lyrics of Movie The Dirty Picture


Hmm..
Honeymoon ki raat
Hoti hai
Main wohi raat hoon
Uss raat mein joh
Baat hoti hai
Main wohi baat hoon

Hosh udha de..
Joh dilbar kaa
Main wohi sharaab hoon
Kaamdev ka sutra
Padha hai
Main wohi kitaab hoon
Main wohi kitaab hoon

Banjo..
Si bajti hoon
Khawabon.
Mein sajti hoon
Karle mere gentlemen
Kharabi zaraa

Whisky..
Si chadhti hoon
Hichki..
Si fasti hoon
Banjaa mere gentlemen
Sharabi zaraa

Bhool jayein
Hum joh khudko
Aisi meh
Tu pilaade zaraa

Kamre mein andhera kar
Aankhon ko khol de
Joh bhi hai tere dil mein
Kisi mehfil mein
Kaanon mein Bol de

Khatre ka darr na kar
Har hadh ko todh de
Zaraa sa aage badh
Tu na mujhse aise ladh
Tu sab mujhpe chod de

Arey buraa..
Bhula hai
Rutha hai
Chubhta hai
Dukhta hai
Sapna jis mein
Main na hoon

Main hi main hoon
Main ki main hoon
Mujh mein main tu
Milaa de zaraa

Har jalwa mera kaatil
Main hothon se dasti hoon
Sss..
Churi si chubti hoon
Goli si lagti hoon
Zehar si chadti hoon

Har tann pe
Sajta hai joh
Main aisa sona hoon
Jalake joh na jale
Bujhake joh na bujhe
Main aisa shola hoon

Hey jalaa
Kala hai
Maila hai
Ganda hai
Bala hai
Jeena jis mein

Main hi main hoon
Main ki main hoon
Mujh mein main tu
Milaa de zaraa

Honeymoon ki raat
Hoti hai
Main wohi raat hoon
Uss raat mein joh
Baat hoti hai
Main wohi baat hoon

Hosh udha de..
Joh dilbar kaa
Main wohi sharaab hoon
Kaamdev ka sutra
Padha hai
Main wohi kitaab hoon
Main wohi kitaab hoon

Banjo..
Si bajti hoon
Khawabon.
Mein sajti hoon
Karle mere gentlemen
Kharabi zaraa

Whisky..
Si chadhti hoon
Hichki..
Si fasti hoon
Banjaa mere gentlemen
Sharabi zaraa

Bhool jayein
Hum joh khudko
Aisi meh
Tu pilaade zaraa

Pilaade zaraa..

Share: