manishakoirala लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
manishakoirala लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

बुधवार, 25 सितंबर 2013

Tu Mile Dil Khile Song Lyrics Criminal Movie, Nagarjuna, Manisha Koirala



Love Song - Tu Mile Dil Khile Aur Jine Ko Kyaa Chaahiye Song Lyrics from Criminal (1995) Movie

tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye
na ho tu udas tere paas paas
main rahunga zindagi bhar
na ho tu udas tere paas paas
main rahunga zindagi bhar
sare sansar ka pyar
maine tujhi me paya
tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye
ha tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye

chanda tujhe o o o o o
dekhne ko nikla karta hai
aaina bhi o o o o o
didar ko tarsa karta hai
itni hasi koi nahi
itni hasi koi nahi
husna dono jaha ka
ik tujhme simat ke aaya
tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye

darling, every breath you take
every move you make
i will be there with you
what will i do without you
i want to love you
forever end ever end ever

pyar kabhi ho o o o o
marta nahi ham tum marte hai
hote hai wo ho o o o o
log amar pyar jo karte hai
jitni ada utani wafa
jitni ada utani wafa
ik nazar pyar se dekh lo
phir se zinda kardo
tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye
ha tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye
na ho tu udas tere paas paas
main rahungi zindagi bhar
na ho tu udas tere paas paas
main rahunga zindagi bhar
sare sansar ka pyar
maine tujhi me paya
tu mile dil khile
aur jine ko kya chahiye


Song Name: Tu Mile Dil Khile Aur Jine Ko Kyaa Chaahiye

Movie Name: Criminal

Singer/Singers: Kumar Sanu, Alka Yagnik

Music-Director/Music-Directors: M M Kreem

Lyricist: Indeevar

StarCast: Nagarjuna, Manisha Koirala, Ramya, Johny Lever, Laxmikant Berde


Bollywood movie songs lyrics - Criminal Movie songs lyrics - Tu Mile Dil Khile Aur Jine Ko Kyaa Chaahiye song lyrics – Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.




Share:

Baaho Ke Darmiya Song Lyrics Khamoshi Movie, Hindi Songs Lyrics




Love Song - Baaho Ke Darmiya Do Pyar Mil Rahe Hain Song Lyrics from Khamoshi (1996) Movie


baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
jane kya bole man
dole sunke badan
dhadkan bani juban

baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
jane kya bole man
dole sunke badan
dhadkan bani juban
baaho ke darmiya

khulte band hote
labo ki yeh ankahi
khulte band hote
labo ki yeh ankahi

mujhse keh rahi hai
ki badhne de bekhudi
mil yu ki daud jaye
nas nas me bijliya

baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
jane kya bole man
dole sunke badan
dhadkan bani juban
baaho ke darmiya

aasman ko bhi yeh
hasin raj hai pasand
aasman ko bhi yeh
hasin raj hai pasand

uljhi uljhi saanso ki
aawaj hai pasand
moti luta rahi hai
sawan ki badliya

baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
baaho ke darmiya
do pyar mil rahe hai
jane kya bole man
dole sunke badan
dhadkan bani juban
baaho ke darmiya


Song Name: Baaho Ke Darmiya

Movie Name: Khamoshi

Singer/Singers: Alka Yagnik, Hariharan

Music-Director/Music-Directors:  Jatin Pandit, Lalit Pandit

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

StarCast: Nana Patekar, Salman Khan, Manisha Koirala, Helen, Himani Shivpuri


Bollywood movie songs lyrics - Khamoshi Movie songs lyrics - Baaho Ke Darmiya song lyrics – Hindi Film Song Lyrics is shared at Songs Lyrics Ever.



Share: