Singham लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Singham लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 9 सितंबर 2011

साथिया - Saathiya (Shreya Ghoshal, Singham)



Movie/Album: सिंघम (2011)
Music By: अजय गोगावले, अतुल गोगावले
Lyrics By: स्वानंद किरकिरे
Performed By:श्रेया घोषाल, अजय गोगावले

साथिया
पगले से दिल ने ये क्या किया
चुन लिया
तुझको दीवाने ने चुन लिया

दिल तो उड़ा-उड़ा रे
आसमान में बादलों के संग
ये तो मचल-मचल के
गा रहा है सुन नयी सी धुन

बदमाश दिल तो ठग है बड़ा
बदमाश दिल ये तुझसे जुड़ा
बदमाश दिल मेरी सुने ना ज़िद पे अड़ा

अच्छे लगे, दिल को मेरे, हर तेरी बात रे
साया तेरा, बन के चलूँ, इतना है ख्वाब रे
काँधे पे सर, रख के तेरे, कट जाये रात रे
बीते ये दिन, थामे तेरा, हाथों में हाथ रे
ये क्या हुआ, मुझे मेरा ये दिल
फिसल-फिसल गया
ये क्या हुआ, मुझे मेरा जहां
बदल-बदल गया
बदमाश दिल तो...

नींदें नहीं, चैना नहीं, बदलूं में करवटें
तारे गिनूँ, या मैं गिनूँ, चादर की सलवटें
यादों में तू, ख्वाबों में तू, तेरी ही चाहतें
जाऊं जिधर, ढूँढा करूँ, तेरी ही आहटें
ये जो है दिल मेरा, ये दिल सुना ना
कह रहा यही
वो भी क्या ज़िन्दगी, है ज़िन्दगी कि
जिसमें तू नहीं
बदमाश दिल तो...

Share:

रविवार, 3 जुलाई 2011

Badmash dil/ Saathiya (Singham): Lyrics, Translation



Saathiya.. Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya.. Chun liya..
Tujhko deewane ne Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein baadlon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nayi si dhun


O my companion,
(listen) what my heart did,
it has chosen,
this mad (heart) has chosen you,
my heart is flying
in the sky with the clouds,
it's going wayward
and singing a new tune..

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada..


this miscreant heart is a rook,
the miscreant heart is attached with you,
the miscreant heart doesn't listen to me and has become stubborn..

O.. Achchi lage Dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera Ban ke chalun
Itna hai khwab re..
Kandhe pe sar Rakh ke tere
Kat jaye raat re
Beetenge din thaame tere
Hathon mein haath re
Yeh kya hua mujhe Mera yeh dil
Phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe Mera ye jahaan
Badal badal gaya


My heart feels good about
everything related to you,
I can be your shadow -
that is my dream..
with my head on your shoulder
the night should pass,
my days shall pass
holding your hands in mine..
what happened to me that my heart slipped..
what happened to me that my world changed..

O.. neendein nahin Chaina nahin
Badloon main karvate..
Taare ginu ya main ginu
Chaadar ki salwatein..
Yaadon mein tu Khwaabon mein tu
Teri hi chahatein
Jaaun jidhar Dhoonda karun
Teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suno na
Keh raha yahi
Wo bhi kya zindagi
Hai zindagi ki
Jis mein tu nahi


there is no sleep and rest,
I just change sides (in bed)
I count stars, or I count
the creases in bedsheet..
you're in memories, you're in dreams,
and your love..
wherever I go,
I look for your footsteps (aahat=sound of footsteps)
this heart of mine,
listen, is saying
what is that life,
in which you're not there..

Saathiya.. Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya.. Chun liya..
Tujhko diwane ne
Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nayi si dhun

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe ada..

Share:

मंगलवार, 28 जून 2011

Badmaash Dil (Singham) Lyrics



Saathiya.. Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya.. Chun liya..
Tujhko deewane ne Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein baadlon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nayi si dhun

Badmash dil toh thag hai bada (Badmaash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmaash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmaash dil meri sune na zid pe ada..)
Badmash dil toh thag hai bada (Badmaash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmaash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmaash dil meri sune na zid pe ada..)

O.. Achchi lage Dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera Ban ke chalun
Itna hai khwab re…
Kandhe pe sar Rakh ke tere
Kat jaye raat re
Beetenge din thaame tere
Hathon mein haath re
Yeh kya hua mujhe Mera yeh dil
Phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe Mera ye jahaan
Badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

O.. neendein nahin Chaina nahin
Badloon main karvate..
Taare ginu ya main ginu
Chaadar ki salwatein..
Yaadon mein tu Khwaabon mein tu
Teri hi chahatein
Jaaun jidhar Dhoonda karun
Teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suno na
Keh raha yahi
Wo bhi kya zindagi
Hai zindagi ki
Jis mein tu nahi
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

Saathiya.. Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya
Chun liya.. Chun liya..
Tujhko diwane ne
Chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nahi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)
Badmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

Share:

शनिवार, 11 जून 2011

Singham Meaning



Simple as that. Singham means a Lion. Sher in Hindi.

Interestingly, Singham is basically a Sanskrit word and all the languages, Tamil, Telugu, Kannada, and Hindi share the same meaning for the word, though all the languages haven't used the same title Singam/Singham for the movie.

Share: