Standard Hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Standard Hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

सोमवार, 16 मई 2011

The Jungle Book Title Song Lyrics in Hindi



Mowgli's lyrics in hindi

Jungle Jungle baat chali hai pata chala hai..
Arre chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai (2)

Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai
Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai

Ek parinda hoy sharminda, tha woh nanga
Bhai isse to ande ke andar, tha woh changa
Soch raha hai bahar aakhar kyuu niklahai
Arre chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai

Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai
Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai”

Other Serials Title Song
Kis desh mein hai mera dil Title song Lyrics
Kayamath Title Song Lyrics
Enhanced by Zemanta

Share:

Kayamath serial title song lyrics.



Kayamath Title Song Lyrics

Title Track Lyrics
(Male)

ohh.. rishte aasman ki tarah jhuk jaate hain
kadam do kadam chalke hi ruk jaate hain
rishte aasman ki tarah jhuk jaate hain
kadam do kadam chalke hi ruk jaate hain

(Female)

badappani to sadiyon ki chahat hui
kayamath se pehle kayamath hui..
Enhanced by Zemanta

Share:

बुधवार, 11 मई 2011

Ladki Parvat ki Yaaro Song from ROBOT lyrics



Lyrics of Kilimanjaro Song

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro yaaro

Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Aadivaasi jungle vaasi peelay rasto saiyan
Dose dose ithe uthe sher se daanth ladaiyan

Ajgar saanto daal de fandey zahir ni si kudiyan
Danko wale aure bicchu, zehar sa mujhpe jagiyan


Robot movie - Kilimanjaro Video Song




Hawaon ka saathi hoon main
Raja hoon main ban ka
Piyun main toh rass saare phalon ke jo ban ka
Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi

Thaamo, dede vo hassi

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro
Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Tan bhi chahiye, mann bhi chahiye
Mann yeh tera, poora chahiye

Kisi prem ki naagin dasse, o paagal marr ke bhi toh hasse

Junglee si re, pagli si re
Katiley nain, dil ko cheeray

Main kathar ki hoon ghari
Kaaton dheeray pyaar ki main bhari

Jul saathi dhoopon mein jadh se jalaunga patto ko pare hata

Hoont shum ho ja gum, ghum sum ghum
Hume yuho takna na koi jagha

Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Thaamo, dede vo hassi

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro yaaro
Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Gounsa jinde, sunsa jinde
Chamde ka saas, jamke baje

Tu kaanta koi zeharila
Dhund chati chaand chamkila

Aav mastani taal, morni jaisi
Harni ki praan, joru jaisi

Teri patli kamar jo mude
Uss see hum aanchal jaise jude

Hari hari gaas hoon mein, daam tere pair jo karna hai karja

Kacchi kaliyan gul saare hain
Khile meetha sa maza le le chalo

Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Thaamo, dede vo hassi


Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Dede, choti vo hassi

Kilimanjaro Song Lyrics from Robot
Enhanced by Zemanta

Share: