Arts लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Arts लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

सोमवार, 16 मई 2011

The Jungle Book Title Song Lyrics in Hindi



Mowgli's lyrics in hindi

Jungle Jungle baat chali hai pata chala hai..
Arre chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai (2)

Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai
Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai

Ek parinda hoy sharminda, tha woh nanga
Bhai isse to ande ke andar, tha woh changa
Soch raha hai bahar aakhar kyuu niklahai
Arre chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai

Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai
Jungle jungle pata chala hai, chaddi pehen ke phool khila hai”

Other Serials Title Song
Kis desh mein hai mera dil Title song Lyrics
Kayamath Title Song Lyrics
Enhanced by Zemanta

Share:

Kis Desh mein hai mera dil lyrics.



Kis desh mein hai mera dil Title song Lyrics

Rabbaaaaaaaaaaa………..
Ishq da galla kargaya Challa
Jisnu lag jave hojaye galla

Jag diya rasma ishq nehi janta
Dil betab hai tujhko hai mangta

Ishq ishq rab hai ishq ishq rab hai
ishq ka rudba sabse ubcha

khoon se apne pyar ko sichaa
Ishq ishq rab hai ishq ishq rab hai

Kis Desh Mein Hai Mera Dil haye
Kis Desh Mein hai Mere dil
Kis Desh Mein hai….Mera Dil
Enhanced by Zemanta

Share:

Kayamath serial title song lyrics.



Kayamath Title Song Lyrics

Title Track Lyrics
(Male)

ohh.. rishte aasman ki tarah jhuk jaate hain
kadam do kadam chalke hi ruk jaate hain
rishte aasman ki tarah jhuk jaate hain
kadam do kadam chalke hi ruk jaate hain

(Female)

badappani to sadiyon ki chahat hui
kayamath se pehle kayamath hui..
Enhanced by Zemanta

Share:

Saibo meaning



Saibo lyrics Saibo song Saibo audio Saibo meaning.

The word 'saibo' means "the loved one" or "lover"
Also see :- Saibo [Shor In The City] Lyrics & Video

kyun mein jaagoon chords Song from the film Patiala House
Woh Kagaz Ki Kashti song from album JAGJIT FOREVER
Darling Aankhon Sai Aankhen | Saat (7) Khoon Maaf | Song Lyrics
Chords for Jiye Kyun from Dum Maaro Dum(2011)
Enhanced by Zemanta

Share:

शनिवार, 14 मई 2011

Intezar Kab tak,Hum karenge bhala : Zindagi Do pal ki song lyrics



Zindagi Do Pal Ki Song Lyrics from Kites
Lyrics of Zindagi Do Pal Ki from Kites directed by Anurag Basu. Starring Hrithik Roshan, Barbara Mori, Kangana Ranaut

Zindagi Do Pal ki
Zindagi Do Pal ki

Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala
Zindagi do pal ki

Dil mein Tumhari chupa di hai mene to apni yeh jaan
Abb Tumhi Isko Sambhalo Humein Apna hosh Kahan

Bekhudi do pal ki
Zindagi do pal ki
Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala

Ek chhota sa vaada is umar se zyada Sachcha hain sanam
Har modh par saath Is liye rahete hain ab dono

Dosti do pal ki
Zindagi do pal ki
Intezar Kab tak
Hum karenge bhala
Tumhe pyaar kab tak na karenge bhala

Zindagi Do Pal ki
Zindagi Do Pal ki

Kites - Zindagi Do Pal Ki - Full Video Song .



Shah Rukh's Always Kabhi Kabhi Song
Tera Hi Bas Hona Chahoon - Haunted 3D Song Lyrics
Te Amo (Dum Maro Dum 2011) Song Lyrics
Zindagi Do Pal Ki Lyrics – Kites
Enhanced by Zemanta

Share:

बुधवार, 11 मई 2011

Ladki Parvat ki Yaaro Song from ROBOT lyrics



Lyrics of Kilimanjaro Song

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro yaaro

Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Aadivaasi jungle vaasi peelay rasto saiyan
Dose dose ithe uthe sher se daanth ladaiyan

Ajgar saanto daal de fandey zahir ni si kudiyan
Danko wale aure bicchu, zehar sa mujhpe jagiyan


Robot movie - Kilimanjaro Video Song




Hawaon ka saathi hoon main
Raja hoon main ban ka
Piyun main toh rass saare phalon ke jo ban ka
Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi

Thaamo, dede vo hassi

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro
Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Tan bhi chahiye, mann bhi chahiye
Mann yeh tera, poora chahiye

Kisi prem ki naagin dasse, o paagal marr ke bhi toh hasse

Junglee si re, pagli si re
Katiley nain, dil ko cheeray

Main kathar ki hoon ghari
Kaaton dheeray pyaar ki main bhari

Jul saathi dhoopon mein jadh se jalaunga patto ko pare hata

Hoont shum ho ja gum, ghum sum ghum
Hume yuho takna na koi jagha

Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Thaamo, dede vo hassi

Kilimanjaro ladki parvat ki yaaro
Isska roop nihaaro yaaro yaaro
Mohenjo daro issko dil mein utaaro
Jungle jungle pukaro yaaro yaaro

Gounsa jinde, sunsa jinde
Chamde ka saas, jamke baje

Tu kaanta koi zeharila
Dhund chati chaand chamkila

Aav mastani taal, morni jaisi
Harni ki praan, joru jaisi

Teri patli kamar jo mude
Uss see hum aanchal jaise jude

Hari hari gaas hoon mein, daam tere pair jo karna hai karja

Kacchi kaliyan gul saare hain
Khile meetha sa maza le le chalo

Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Thaamo, dede vo hassi


Abh tak toh badi madhoshi
Dhak dhak ko dil behoshi
Rakh tak ko dedo choti vo hassi
Dede, choti vo hassi

Kilimanjaro Song Lyrics from Robot
Enhanced by Zemanta

Share:

बुधवार, 4 मई 2011

Lo Aa Gayi Unki Yaad Lata Lyrics



Lo Aa Gayi Unkee Yaad - Lata Mangeshkar Lyrics and Video


Lo Aa Gayee Unakee Yaad, Wo Naheen Aaye

Dil Unako Dhoondhataa Hai, Gam Kaa Singaar Kar Ke
Aankhe Bhee Ruk Gayee Hai, Ab Intajaar Kar Ke
Yek Aas Rah Gayee Hai, Wo Bhee Naa Toot Jaaye

Rotee Hain Aaj Hum Par, Tanahaeeyaan Humaaree
Wo Bhee Naa Paaye Shaayad, Parachhaeeyaan Humaaree
Badhate Hee Jaa Rahe Hai, Maayooseeyon Ke Saaye

Lau Tharatharaa Rahee Hai, Ab Shama-ye-jindagee Kee
Ujadee Huyee Mohabbat Mehumaan Hain Do Ghadee Ke
Mar Kar Hee Ab Milenge, Jee Kar To Mil Naa Paaye




Hindi Song - Lo Aa Gayi Unkee Yaad - Lata Mangeshkar




Ruk ja Raat Lyrics
Mera Saaya Saath Hoga Lyrics

Lata - Lo Aa Gayi Unki Yaad - Do Badan [1966]

Enhanced by Zemanta

Share:

मंगलवार, 3 मई 2011

Sheela Ki Jawani Song Lyrics from Tees Maar Khan



Sheila Ki Jawani ( Lyrics )
I know you want it
But you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya
Yeh saari, mere ishq ki hai deewani

Hey hey,
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Mere ishq ki hai deewani
Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

what's my name
what's my name
what's my name
My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Take it on
Take it on
Take it on
Take it on

Silly silly silly silly boys
O o o you're so silly
Mujhe bolo bolo karte hain
O o o
Haan jab unki taraf dekhun, baatein haule haule karte hain
Hai magar, beasar mujh par har paintra

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe megapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Na na na sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Paisa gaadi mehnga ghar
?ani na mainu ki gimme your that
Jaibein khaali bhadti chal
No no I don't lie like that

Chal yahan se nikal tujhe sab laa dunga
Kadmon mein tere laake jag rakh dunga
Khwaab main kar dunga poore
Na rahenge adhoore
You know I'm going to love you like that, whatever

Haye re aise tarse humko
Ho gaye sober se re
Sookhey dil pe begapan ke teri nazariya barse re
I know you want it but you never gonna get it
You never gonna get my body
I know you want it but you never gonna get it
Tere haath kabhi na aani
Maane na maane koi duniya yeh saari
Tere ishq ki main deewani

Ab dil karta hai haule haule se
Main toh khud ko gale lagaun
Kisi aur ki mujhko zaroorat kya
Main toh khud se pyaar jataun

What's my name
What's my name
What's my name

My name is Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
O no no sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani
Sheela
Sheela ki jawani
I'm just sexy for you
Main tere haath na aani

Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela
Everybody want body like sheela
Drive me crazy coz my name is sheela
Ain't nobody got body like sheela

Sheela Ki Jawani Tees Maar Khan (Full Song) HD




Tum Ho Mera Pyar Lyrics
Aadha Ishq Lyrics
Pyar Do Pyar Lo Song Lyrics
Awaara - SAAT Khoon Maaf : Songs Lyrics
Katrina in Sheila Ki Jawani
Enhanced by Zemanta

Share: