The song is Translated Here.
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umrqaid ki saza, haan saza
ye hai udasi, jaan ki pyaasi,
shaadi se achcha tum le lo faansi
laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umrqaid ki saza, haan saza..
jiski shaadi par jaana usko itna samjhana
na kar shaadi, ye barbadi, phir na pachhtana
haan mauka hai pagle, shaadi se bachle,
samjha le dil jo ye ko machle
shaadi ke mandap se khud ko tu bhaga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umar kaid ki saza, haan saza..
sabse pehle shadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
wo tha saudai, banke kasai,
usne to sabki lutiya dubayi
paani mile na maaro aisi jagah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza..
Share:
Robert Omulo लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Robert Omulo लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
सोमवार, 27 सितंबर 2010
Zor ka Jhatka Singer(s)
So have you heard that mad-mad song called Zor ka Jhatka haye zoron se laga and been wondering who's the singer with Daler Mehndi?
Well, the singer who starts the song is none other than Richa Sharma while Daler Mehndi follows up with the next line. The other singers with backing vocals are Robert Omulo and Caralisa Monteiro.

सदस्यता लें
संदेश (Atom)