Patiala House लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Patiala House लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

गुरुवार, 17 फ़रवरी 2011

Patiala House - Kyun Main Jaagoon ::: Lyrics And English Translation




Movie: Patiala House
Singer: Shafqat Amanat Ali
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Anvita Dutt Guptan


Mujhe Yun Hi Karke Khwabon Se Juda
Separating me from my dreams

Jaane Kahan Chupke Baita Hai Khuda
Don't know where the God is hiding

Jaanu Na Main Kab Hua Khudse Gumshuda
Don't know when I'd lost myself

Kaise Jiyoon Rooh Bhi Mujhse Hai Juda
How will I live, when my soul is seperated from me

Kyun Meri Rahein Mujhse Poochein Ghar Kahan Hai
Why do my paths ask me where the home is

Kyun Mujhse Aake Dastak Pooche Dar Kahan Hai
Why the knock ask me where the door is





Raahein Aisi Jinki Manzil Hi Nahin
The paths which has no destination

Dhoondo Mujhe Ab Main Rehta Hoon Wahin
Search for me, now I am staying there

Dil Hai Kahin Aur Dhadkan Hai Kahin
My heart is here and it beats somewhere else

Saansein Hai Magar Kyun Zinda Main Nahi
Though breathing, why I am not living


Reth Bani Haathon Se Yun Beh Gayi
Life flowed from my hands like sand

Takdeer Meri Bikhri Har Jagah
My luck is shattered everywhere

Kaise Likhun Phir Se Nayi Daastan
How will I write a new story

Gham Ki Siyahi Dikhti Hai Kahan
Where can I find the ink of grief

Raahein Jo Chuni Hai Meri Thi Razah
The paths I chose were of my will

Rehta Hoon Kyun Phir Khud Se Hi Khafa
Still, why am I being angry with myself

Aisi Bhi Huyi Thi Mujhse Kya Khata
What was my mistake

Tune Jo Mujhe Di Jeene Ki Saza
That you gave me this punishment for life


Bande Tere Maadhe Pe Hain Jo Kheenchi
Oh pal, whatever is written on your fate

Bas Chand Lakeeron Jitna Hai Jahaan
Only that much you can have in this life

Aasoon Mere Mujhko Mitathe Rahe
My tears wither me away

Rab Ka Hukhm Na Mit_tha Hai Yahan
Nobody can change God's judgement

Kyun Main Jaagoon
Why should I wake up

Aur Woh Sapne Bho Raha Hai
That dream is shaping up

Kyun Mera Rab Yun Aankhen Khole So Raha Hai
My God, why are you sleeping with eyes open

Kyun Main Jaagoon
Why should I wake up

Share:

शुक्रवार, 14 जनवरी 2011

Kyun Main Jaagoon: Lyrics, Translation (Patiala House)



Mujhe yoon hi kar ke khwaabon se juda
Jaane kahan chhup ke baitha hai khuda
Jaanu na main kab hua khud se gumshuda
Kaise jiyoon rooh bhi mujhse hai juda

Separating me from my dreams just like that,
I don't know where God has hidden himself,
I don't know when I lost myself
How do I live, even my soul is away from me

Kyun meri raahein mujhse poochhein
Ghar kahan hai
Kyun mujhse aa ke
Dastak poochhe dar kahan hai

Why do my paths ask me where my home is..
Why does knock ask me where the door is

Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansein hain magar kyun zinda main nahin

Paths which have no destination,
Find me, now I live there only..
My heart is somewhere and heartbeat somewhere else,
(My) breaths are there but (don't know) why I'm not alive..

Raet bani haathon se yoon beh gayi
Takdeer meri bikhri har jagah
Kaise likhun phir se nayi daastan
Gham ki siyahi dikhti hai kahan

It became sand and flowed from my hands,
such that my luck is spilled everywhere..
How do I write a new tale,
I can't see the ink of grief (to write with)

Raahein jo chuni hain meri thi raza
Rehta hoon kyun phir khud se hi khafa
Aisi bhi huyi thi mujhse kya khata
Tune jo mujhe di jeene ki saza

The paths I chose was my will
Then why do I remain angry with myself..
What such mistake had I made that
you punished me to life..

Bande tere maathe pe hain jo khinchi
Bas chand lakeeron jitna hai jahaan
Aansun mere mujhko mitate rahe
Rab ka hukm na mit-ta hai yahan

O man, the World is as big,
as the lines on your forehead
My tears are erasing me,
The order of the God is not erased.

Raahein aisi jinki manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
Saansein hain magar kyun zinda main nahin

Kyun main jaagoon
Aur woh sapne bo raha hai
Kyun mera rab yun
Aankhien khole so raha hai
Kyun main jaagoon

Why do I wake up
and He is sowing dreams
Why is my God sleeping like that with eyes open..

Share:

सोमवार, 10 जनवरी 2011

Tumba Tumba (Patiala House): Lyrics, Translation, Meanings



Ajj muddattan baad hai miliyan
Totabra diyan yeh galiyan
Ajj milan aaye yahan pe rajj ke
Munde te kudiyan, chhutiyan chhutiyan, phuljadiyan
Tumba tumba tudak gaya


Main kya ji rehan do na

Today after ages we've got
these streets of ----,
Today are there gathered
the boys and girls of The Raj, small, (like) sparklers,
and the tumba goes out of tune...

O I say let it be...

Mere ghar ke ladke, sabse hain ji badke
Mere ghar ki kudiyan, mishri ki gudiyan
Kaise yeh sach ab hum sunaayen
Hum kaise yeh bataayen
Dar ke ji dulha bhaag na jaaye
Tumba tumba tudak gaya
Jo, koi inpe ludak gaya
Tumba tumba tudak gaya
Jo, koi inpe ludak gaya
Yeh gaya, woh gaya
Tumba, tumba tumba tudak gaya

The boys of my house, are ahead of all,
The girls of my house, are dolls of sugar,
now how do we tell this truth,
how do we say this,
lest the groom runs away..
(like a) tumba went out of tune,
if someone fell for them..
went like this, went like that,
Tumba, (like a) tumba went out of tune..

Woh morni ke jaise chaal, maardi hulaare
Paas jab aao to ji, raaz yeh khula re
Chhati chaudi kadd se lambe, munde hai yeh saare
Paas jab aao to ji, raaz yeh khulaare
Khopdi mein inke ji bhusa hai bhara re

The walk like a peahen, gives a kick,
When u come nearby, this secret is revealed,
Broad chest, good height, have all these boys,
When u come nearby, this secret is revealed,
In their heads, only straw is there (there's no brain),

Kaise yeh sach ab hum sunaayen
Hum kaise yeh bataayen
Darr ke ji dhula bhaag na jaayen
Tumba tumba tudak gaya
Jo, koi inpe ludak gaya
Tumba tumba tudak gaya
Koi inpe ludak gaya
Yeh gaya, woh gaya
Tumba tumba tumba tudak gaya


Mere ghar mein bas ek munda desi jatt hai
desi ghee ki dhaar sa, aisa mer putt hai
Wohi chup chaap kare jo main kawan, jo main kawan
Wohi har baar kare jo main kawan, jo main kawan
desi jawan dilwala, zubaan pe iske taala
Iski wafa ne jadoo dala

In my home only there is a Jat boy,
Like the stream of desi ghee*, such is my son,
he does silently whatever I say, whatever I say,
he does every time whatever I say, whatever I say,
country's (Indian) big hearted youth, with his mouth locked (in respect)
his love has created a spell..

Tumba tumba, hoye hoye hoye
Tumba tumba, hoye tumba
Tumba tumba tudak gaya
Jo, koi inpe ludak gaya
Tumba tumba tudak gaya
Jo, koi inpe ludak gaya
Yeh gaya, woh gaya
Tumba tumba tumba tudak gaya
Tumba tumba tudak gaya, tumba tumba tudak gaya

Share:

शुक्रवार, 7 जनवरी 2011

Baby When You Talk to Me (Patiala House) Lyrics



Dil ke jo bhi raaz the khul rahe hain what a feeling
Neendon mein jo khwab the jag rahe hain what a feeling
Dil ki rahe dikh rahi hai tare jo sare bane hai zameen
Jo bhi tha manga mil gaya hai jab se tujhpe kiya hai yakeen
Tujh ko jab se manga hai haathon ko jo thama hai
Baaton hi baton mein ye hua
Baby when you talk to me, manzil mili gali gali
Baby when you walk with me saaddi rail gaddi chali chali

Taare sab hai ghul gaye roshni mein wat a feeling
Sare gum badal gaye hai khushi mein wat a feeling
Khoye the hum to khud hi hum se, ek hi tumse mile hai yahin
Saare hi lamhe gire the pal se dekho na mile hai yahin
Tujh ko jab se maanga hai, haathon ko jo thama hai
Baaton hi baton mein ye hua
Baby when you talk to me manzil mili gali gali
Baby when you walk with me saddi rail gaddi chali chali

Tum ye mano ya na maano dekho bekhabar tum the..
Meri manzilon ke raste hi tum mein hi gum the
Dil ka kaise mile bata jab tum hi the lapata
Ab humse to na chhupa jo raaz hai
Baby when you talk to me manzil mili gali gali
Baby when you walk with me saddi rail gaddi chali chali

Share:

Kyun Main Jaagoon Unplugged: Lyrics (Patiala House)



kyun, meri raahein,
mujhse poochhen ghar kahan hai
kyun mujhse aake
dastak pooche dar kahan hai
raahein aise inki manzil hi nahin
dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
saansen hai magar kyun zinda main nahin

ret bani haathon se yoon beh gayi
takdeer meri bikhri har jagah
kaise likhoon phir se nayi daastan
gham ki syahi dikhti hai kahan
aahen jo chuni hain meri thi raza
rehta hoon kyun phir khud se hi khafa
aisi bhi hui thi mujhse kya khata
tune jo mujhe di jeene ki saza

kyun........

bande tere mathe pe hain jo khinche
bas chand lakeeron jitna hai jahan
aansoo mere mujhko mita de rahe
rab ka hukum na mit-ta hai yahan
raahein aise inki manzil hi nahin
dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin
dil hai kahin aur dhadkan hai kahin
saansen hai magar kyun zinda main nahin

kyun main jaagoon, aur wo sapne bo raha hai
kyun mera rab yoon, aankhen khole so raha hai..

Share:

Woh Aadat hai Voh Lyrics (Patiala House/ Singer Vishal Dadlani)



khwabon ke lifafon mein
kisso mein kitabon mein
fursaton ki baton mein
arse se khayalon mein
Thodi khoyi hui, kab se soi hui
woh aadat hai woh
wo aadat hai wo
karwaton ki baahon mein
silwaton ki raahon mein
sehmi sehmi saanson mein
surmayi si baaton mein
zid si chhoote nahin
mujhse roothe nahin
wo aadat hai woh

wo dekhe jidhar, dole neeyat udhar
yeh mehka hunar, usne seekha kidhar

usko banane wala, kuch kuch to behka hoga
jab bhi padi hogi nazar
chot banke kabhi, aise dil pe lagi
voh aadat hai voh..

intezaron mein rahoon
umr bhar main to rukoon
dil ko kaise doon sukoon
us se main ye keh salkoon
yoon zubaan pe chadhi
mehngi jo hai padi
wo aadat hai woh..

wo dekhe jidhar, dole neeyat udhar
yeh mehka hunar, usne seekha kidhar..

usko banane wala, kuch kuch to behka hoga
jab bhi padi hogi nazar
chot banke kabhi, aise dil pe lagi
voh aadat hai voh..

khwabon ke lifafon mein
kisso mein kitabon mein
fursaton ki baton mein
arse se khayalon mein
lalalalala.. lalalala
woh, aadat hai woh..

Share:

शनिवार, 1 जनवरी 2011

Aadat hai woh Meaning



The meaning of Aadat is 'Habit.'

'Aadat hai woh' here is used for a lover who's become a habit and the exact meaning of the phrase would be she's a habit, since the singer here is male and the person in question is a female. The same phrase could mean 'she's a habit' depending upon the person who is being talked about.

Share:

Raula Pe Gaya Meaning



Raula Pai Gaya or raula pe gaya is a Punjabi phrase which means there is a huge noise. Raula means noise, shor in Hindi while pai gaya simply means kinda 'is spread out.'

Hence Raula pai gaya is something like 'there is noise out there.'

Share:

Long da Lashkara: Lyrics (Patiala House)



this is
something
special
to all the paajis and all the parjaiaans
this is patiala house in it

laung da lishkara
o baby tera jaan se pyaara
o baby yeh chamka dil saada
o baby deke gaya pyaar ye patiaalvi

ho jab se dil haara
o badla main saara ka saara
o baby ji we gabru dildaara
o baby tera yaar ye patialvi

patiala peg laga ke naachunga naachunga
patiala dhol baja ke keh dunga keh dunga
heere meri zulfen teri,
mere haathon ki ye lakeeren bunti hain

laung da lishkara
o baby tera jaan se pyaara
o baby yeh chamka dil saada
o baby deke gaya pyaar ye patiaalvi

ho jab se dil haara
o badla main saara ka saara
o baby ji we gabru dildaara
o baby tera yaar ye patialvi

patiala peg laga ke kehnda hai kehnda hai
kamli milo to chup ye rehnda hai rehnda hai
channa mere chhddo pare
mishri si mithi gud si baatein ye rehne de..

baaton se teri baaten bani hain
aa phir se chup ke mere kaanon mein kehde
baatein to meri chup ho gayi hain
aa jo bhi sunna hai wo aankhon se sun le

tu jo kahe uske ab charche hum karte hain
tu jo kahe ab se hum sunte hain, karte hain
aisa kabhi socha na tha
dil yoon hi kho kar hi takdeerein milti hain
laung da lishkara
o baby tera jaan se pyaara
o baby yeh chamka dil saada
o baby deke gaya pyaar ye patiaalvi...

Share:

Laung da Lashkara Meaning



Laung da Lashkara, or Laungda Lashkara, the way they seem to have written the title of the song in Patiala House, means the twinkle of Laung; Laung being a small piece of jewelery that is worn in the nose.

Share: