सोमवार, 21 अप्रैल 2008

Hindi Lyrcis Of Song Jitana Sikh Deewaane



Hindi Song Title:
Hindi Movie:SHAURYA
Singer:Kunal Ganjawala & Chorus

Hindi Lyrics:

Jitana sikh deewaane
Maana usiko duniya ne
Woh jo kabhi haar na maane
Woh hi shaurya hai.... - 2

Hey ya o wa o wa o wa ..-3
Woh jo shaurya hai..
Hey ya o wa o wa o wa ...-3
Usiki duniya hai..

Khaabon ko sachcha jo tu karde
Jindagi hai teri..
Khataro ko tu khel samajh le
Jindagi hai teri..
Khaabon ko sachcha jo tu karde
Jindagi hai teri
Khataro ko tu khel samajh le sun le tu sun le

Hey ya o wa o wa o wa -3
Woh jo shaurya hai
Hey ya o wa o wa o wa -3
Usiki duniya hai

Jitana sikh deewaane
Maana usiko duniya ne
Woh jo kabhi haar na maane
Woh hi shaurya hai

Himmat ke suraj aage hai
Darr ke andhere kya
Josh agar hai jindagi mein
Toh maut ke ghere hai kya..
Himmat ke suraj aage hai
Darr ke andhere kya
Josh agar hai jindagi mein toh
Sun le tu sun le..

Hey ya o wa o wa o wa -3
Woh jo shaurya hai
Hey ya o wa o wa o wa -3
Usiki duniya hai

Jitana sikh deewaane
Maana usiko duniya ne
Woh jo kabhi haar na maane
Woh hi shaurya hai.... - 2

Hey ya o wa o wa o wa -3
Woh jo shaurya hai
Hey ya o wa o wa o wa -3
Usiki duniya hai

Return To Main Menu
Share: