बुधवार, 7 मई 2008

Lyrics Of Hindi Song Yeh Meri Hai Daastaan



Hindi Song Title:Yeh Meri Hai Daastaan
Hindi Movie:JIMMY
Singer:Vijay Verma

Hindi Lyrics:

yeh meri hai daastaan,sunake roya aasmaan
jindagi ne ki bewafaayi,saanse apni huyi paraayi
har rishta huwa fanaa

[yeh meri hai daastaan,sunake roya aasmaan]....2
jindagi ne ki bewafaayi,saanse apni huyi paraayi
har rishta huwa fanaa,yeh meri hai daastaan

apno se milane ko dil tarase,
suraj ki aankho se aansu barse
chaand bhi roye raat raat bhar,taare kare ?? jaagkar
kaisa aaya yeh sama, yeh meri hai daastaan
hey hey hey hey hey aa ha.....2

na teri khata hai na meri khata,kismat ne di hai hamko saja
lautkar na aayunga abb kabhi,saare dhundenge kadmo ke nishaan
rahe aabaad yeh tera jahaan,yeh meri hai daastaan
jindagi ne ki bewafaayi,saanse apni huyi paraayi
har rishta huwa fanaa,yeh meri hai daastaan

Return To Main Menu
Share: