सोमवार, 16 जून 2008

Aur kya - PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI



http://www.ghazal-kvita.blogspot.com Hindi Song Downloads Lucky Ali Song Lyrics, Lucky Ali Songdownload, Hindi song Lyrics Blog, English and Punjabi song Lyrics Blog
Movie : PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI
Hindi Song : Aur kya, aur kya
Hindi Movie:
PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI
Singer(s): ABHIJEET AND ALKA YAGNIK


Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya - 2

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya

Eh hey hey, aah haa haa - 2
Tum aaye ho to dekh lo
Naya naya sa lage yeh jahaan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho

Haseen haseen hai yeh zameen
Dhula dhula sa hai yeh aasmaan
Tum ho to hai yeh samaa
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Dhadak raha hai dil mera
Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho

Jo dil mein ho, voh keh bhi do
Ruki ruki si hai yeh daastaan
Jazbaat maange zabaan
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya - 2
Share: