बुधवार, 25 जून 2008

Lyrics Of Hindi Song Maana Yeh Aaj Humne



Thodi Life Thoda Magic Movie lyrics

Hindi Song Title:Maana Yeh Aaj Humne
Hindi Movie:THODI LIFE THODA MAGIC
Singers:Shaan,Vijay & Swati

Maana Yeh Aaj Hamane Lyrics:

maana yeh aaj humne,
aisi hi jindagi hai ---- 2
thodi si aashqi hai ---- 2
thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj humne,aisi hi jindagi hai

maine toh abb tak yeh sikha,ishq ke aage hai sab fika ---- 2
mann pe chadhe toh utare na yeh, ishq ka rang bada tikha
maana yeh aaj humne,rango ki taajagi bhi
thodi si aashqi hai ---- 2
thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj humne,aisi hi jindagi hai

[abb hum samajhe ki hasrat hai kya
dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya] ---- 2

aankho se jo bole jaaye,un labjo ki kimat kya
maana yeh aaj humne,labjo ki saadagi bhi
thodi si aashqi hai ---- 2
thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj humne,aisi hi jindagi hai

[yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
marj bhi hai yeh,yahi hai dawa] ---- 2

ishq agar jaahir na ho toh, yahi maja hai yahi saja hai
maana yeh jindagi bhi jaise ki shaayari hai
thodi si aashqi hai ---- 2
thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj humne,
aisi hi jindagi hai ---- 2
thodi si aashqi hai ---- 2
thodi si yeh bandagi hai....

Return To Main Menu
Share: