मंगलवार, 24 जून 2008

Lyrics Of Hindi Song Tauba Tauba Tauba



Zindagi Tere Naam Movie Lyrics

Hindi Song Title:Tauba Tauba Tauba
Hindi Movie:Zindagi Tere Naam
Singers:Sunidhi Chauhan & Wajid Khan

Tauba Tauba Tauba Lyrics:

[Tauba tauba tauba tauba tauba tauba
jaan leva tauba tauba tera jalwa,tera jalwa] ---- 2

soni soni hoon main soni hoon,main soni hoon
utaraasha hai khuda ne jo jameen par aa gaya....

tauba tauba tauba tauba tauba tauba

utaraasha hai khuda ne jo jameen par aa gaya
jaan mujhame daal di toh yeh jahaan chakara gaya
chaand ne dekha mujhe toh chaand bhi sharma gaya
soni soni hoon main soni hoon,main soni soni soni....hoon ----- 2

tauba tauba tauba tauba tauba tauba
jaan leva tauba tauba tera jalwa,tera jalwa

[chaudavi ka chaand ho yaa aaftaab ho
jo bhi ho tum khuda ki kasam laajabaab ho] ---- 2

mujhase puchha tha khuda ne jaaogi kya tum jameen par
maine bola tab khuda se saare aashiq hai wahi par
mujhase pehale kya jameen par chaand utaraa tha kabhi
abb deewaano tum bataao koyi mujhase hai kahin par....
sar basajata ho gaye sab roop tera dekhkar
jano dil se toh gaye sab roop tera dekhkar

tauba tauba tauba tauba tauba tauba
jaan leva tauba tauba tera jalwa,tera jalwa

har tarah ek shor sa hai, mere aane ki khabar se
har tarah behaki fiza hai, mere aane ki khabar se
har jagah ki main dhadkan ban gayi hoon aaj toh
har jawa chehara khila hai, mere aane ki khabar se
jano dil se toh gaye sab roop tera dekhkar

tauba tauba tauba tauba tauba tauba
jaan leva tauba tauba tera jalwa,tera jalwa

utaraasha hai khuda ne jo jameen par aa gaya
jaan mujhame daal di toh yeh jahaan chakara gaya
chaand ne dekha mujhe toh chaand bhi sharma gaya
soni soni hoon main soni hoon, main soni soni soni....hoon ---- 2

[Tauba tauba tauba tauba tauba tauba
jaan leva tauba tauba tera jalwa,tera jalwa] ---- 2

Return To Main Menu
Share: