मंगलवार, 12 अगस्त 2008

Dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In Dinon ( Lyrics ) - A Milestone



Dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In Dinon ( Lyrics )
Movie : A Milestone
Music Director : Jagjit Singh

dil ko gham-e-hayaat gaNwaara hai in diNo
pehle jo dard tha wahi chaara hai in diNo

ye dil zara sa dil teri yaadoN meiN kho gaya
zaRRe ko aandhiYon ka sahara hai in diNo

tum aa sako to shab ko baDha dooN kuch aur bhi
apne kahe meiN subhO ka taara hai in diNo
Share: