गुरुवार, 28 अगस्त 2008

Hindi Song: Aise Jalata Hai Jiya



Hindi Song: Aise Jalata Hai Jiya
Movie or Album: 1920
Singer(s): Asha Bhosle
Music Director(s): Adnan Sami
Lyricist(s): Sameer


aaja re aaja re aaja re aa..... - (2)
haay (aise jalata hai jiya, jaise diya -2)
jina saku abb main tanaha hoon piya
aise jalata hai jiya, jaise diya - (2)
jina saku abb main tanaha hoon piya
aise jalata hai jiya

bechain mere mann ka mayura
lagata hai tanaha jivan adhura
tan mein dabi hai biraha ki jwaala
abb toh pilaade atharon ka pyaala
trishna pukaare meri sun bairiya
aise jalata hai jiya, jaise diya
jina saku abb main tanaha hoon piya
aise jalata hai jiya

tu hai akela main hoon akeli
suni padi hai saari haveli
betaabiyon ka pal besabar hai
abb honewaali jaldi sehar hai
duri mitaade milake aa saathiya
aise jalata hai jiya, jaise diya
jina saku abb main tanaha hoon piya
aise jalata hai jiya

jiya jiya jiya........
Share: