गुरुवार, 14 अगस्त 2008

Khamaj ( Lyrics ) - Fuzon- Best



Khamaj ( Lyrics )
Movie : Fuzon- Best
Music Director : Fuzon
Singer(s) :Fuzon
Lyricists :Fuzon


Saawan Beeto Jaye Pe Harwa
Saawan Beeto Jaye Pe Harwa
Mann Mera Ghabraye
Mann Mera Ghabraye

Aeso Gaye Pardes Piya Tum
Aeso Gaye Pardes Piya Tum
Cheyn Humein nahin Aye
Cheyn Humain nahin Aye

Mora Saiyaan moh Se bolay Na
Mora Saiyaan moh Se bolay Na
Mein Laakh Jatan Kar Haari
Laakh Jatan Kar Haar Rahi

Mora Saiyan Moh Se Bolay Na
Mora Saiyan Moh Se Bolay Na

Tu Jo Nahin to Aise Piya hum
Tu Jo Nahin To Aise Piya hum
Jaise Suna Aanganaa
Jaise Suna Aanganaa

Nain Tehaari Raah Niharey
Nain Tehaari Raah Niharey
Nainnan Ko Tarsaona
Nainnan Ko Tarsaona

Mora Saiyaan moh Se bolay Na
Mora Saiyaan moh Se bolay Na
Mein Laakh Jatan Kar Haari
Laakh Jatan Kar Haar Rahi

Mora Saiyyan Moh Say Bolay Na
Mora Saiyyan Moh Say Bolay Na

Pyar Tumhain Kitna Kartay Hain
Pyar Tumhain Kitna Kartay Hain
Tum Yeh Samajh Nahin Pao gay
Tum Yeh Samajh Nahin Pao gay

Jab Hum Na Hongay to Peharwa
Jab Hum Na Hongay to Peharwa
Bolo Kya Tab Aaoge
Bolo Kya Tab Aaoge

Mora Saiyaan moh Se Bolay Na
Mora Saiyaan moh Se Bolay Na
Mein Laakh Jatan Kar Haari
Laakh Jatan Kar Haar Rahi

Mora Saiyaan moh Se Bolay Na
Mora Saiyaan moh Se Bolay Na
Mein Laakh Jatan Kar Haari
Laakh Jatan Kar Haar Rahi
Share: