सोमवार, 4 अगस्त 2008

Main Ishq Uska ( Lyrics ) - Vaada



Main Ishq Uska ( Lyrics )
Movie : Vaada
Music Director : Himesh Reshammiya

Main ishq uska woh aashiqui hai meri - 2
woh ladki nahi zindagi hai meri - 2

Uske hi dil main
aab to rehna hai har dum
uss dil ruba se kehna hai har dum

Main ishq uska woh aashiqui hai meri - 2
woh ladki nahi zindagi hai meri - 2

Khusboo jaisi aaye jaaye
kitna dil ko woh tadpaye
meri sansein meri dhadkan
woh hai mera deewanapan
betaabiyon main hai woh raahat ka mausam
uske liye hi meri chaahat ka mausam
main hosh uska woh bekhudi hai meri
main ishq uska woh aashiqui hai meri
woh ladki nahi zindagi hai meri - 2

Aankhon main hai uska chehra
yaadon main hai uska pehra
main hu rahi woh hai manzil
karna hai ab usko haasil
in dhadkanon main baje uski hi sargam
woh meri jaana hain woh meri jaanam
Main chain uska woh tishnji hai meri
main ishq uska woh aashiqui hai meri
woh ladki nahi zindagi hai meri - 2
Share: