शुक्रवार, 21 नवंबर 2008

Jindagi Jindagi Lyrics



Yuvvraaj Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title:Jindagi Jindagi
Hindi Movie:YUVVRAAJ
Singer:Srinivas

Jindagi Jindagi Lyrics:

Jindagi jindagi kya kami reh gai
aankh ki kor mein kyun nami reh gai....
jindagi jindagi kya kami reh gai
aankh ki kor mein kyun nami reh gai
tu kahaan kho gai....

Jindgai jindagi,tu kahan kho gai....
koi aaya nahi
dopahar ho gai,koi aaya nahi
jindagai jindagi....

Din aaye din jaaye,sadiyan bhi gin aaye,sadiyan re
tanhai lipti hain, lipti hain saanson ki, rasiya re
tere bina badi pyasi hain,tere bina hain pyasi re
naino ki do sakhiyan re,tanha re mein tanha re

jindagi jindagi,kya kami reh gai
aankh ki kor mein,kyun nami reh gai
jindagi jindagi....

Subah ka khoara hain,sham ki dhool hain,tanhai hain
raat bhi jard hain,dard hi dard hain,ruswai hain
kaise kate saanse uljhi hain,raatein badi jhulsi jhulsi hain
naina kori sadiyan re,tanha se mein tanha re....

Jjindagi jindagi,kya kami reh gai
aankh ki kor mein,kyun nami reh gai....

Tu kahan kho gai,koi aaya nahi
dopahar ho gai,koi aaya nahi
jindagi jindagi,kya kami reh gai
aankh ki kor mein,kyun nami reh gai....

Return To Yuvvraaj Lyrics Menu
Share: