गुरुवार, 4 दिसंबर 2008

Sargarmiyaan Ho Lyrics



Wafaa Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title:Sargarmiyaan Ho
Hindi Movie:WAFAA
Singer:Jaya Piyush

Sargarmiyaan Ho Hindi Lyrics:

[Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar....2
bhatkaav par dil hai mera,baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho....sargarmiyaan ho]....2

Aankhon mein kuchh likha hai,padh jara le woh deewaane
yeh berukhi hai kis liye,aa jaa baahon mein
chaahat ke ban jaane de,banate hai jo fasaane
dil na jala jaane wafa aa ja baahon mein
sargarmiyaan ho....sargarmiyaan ho....

[Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar....2
bhatkaav par dil hai mera,baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho....sargarmiyaan ho]....2

Raks hai dil mein barma sa,lamha yeh kaisa aaya
dil ka mere aalam yeh, pehale toh na tha
sar se lekar paanv tak,kaisa nasha hai chhaaya
aisa mera haal kabhi pehale toh na tha
sargarmiyaan ho....sargarmiyaan ho....

[Sargarmiyaan saanson mein hai o hamnava kis kadar....2
bhatkaav par dil hai mera,baahon mein aa humsafar
sargarmiyaan ho....sargarmiyaan ho]....2

Return To WAFAA Lyrics Menu
Share: