गुरुवार, 4 दिसंबर 2008

Wafaa Lyrics



Wafaa Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title:Wafaa
Hindi Movie:WAFAA
Singer:Kalpana

Wafaa Hindi Lyrics:

[Sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa,wafa,wafa,wafa]....2

[Rote rote kehata hai yeh jakhm-e-jigar
aaja kabhi meri taraf tu laut kar]....2
armaan hai itana hi are bewafa kar kabhi wafa,wafa,wafa,wafa
sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa,wafa,wafa,wafa

[Dil ne mere jaana jisako diljaaniya
deke mujhako wohi gaya tanhaayiya]....2
dil ka hai bas yeh ghum
kabhi usane mujhse na ki wafa,wafa,wafa,wafa
sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa,wafa,wafa, wafa....

Return To WAFAA Lyrics Menu
Share: