बुधवार, 7 जनवरी 2009

Aisa Toh Socha Na Tha Lyrics



Victory Hindi Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title:Aisa Toh Socha Na Tha
Hindi Movie:VICTORY
Singer:Kay Kay

Aisa Toh Socha Na Tha Hindi Lyrics:

Ay saawara saawara,ay saawara....

Aisa toh socha na tha, aisa bhi ho jaayega
yeh mujhase kya ho gaya, yeh maine kya kar diya
dhuwa dhuwa hai har jagah
aankhon mein jaane yeh kaisa andhera ghula
anjaan hai aasmaan,aisa toh socha na tha
Bikhare pade hai tutake,chaaha tha kya aur kya huwa

Meri yeh jaan mera jahaan,sub kuchh mujhe tune diya
thokar lagi muhako kabhi,badhake mujhe thaam liya
meri yeh jaan mera jahaan,sab kuchh mujhe tune diya
bejaar hai yeh sochake,tere liya bana bad duwa
aisa toh socha na tha,aisa bhi ho jaayega....

yeh mujhase kya ho gaya,yeh maine kya kar diya
dhuwa dhuwa hai har jagah
aankhon mein jaane yeh kaisa andhera ghula
anjaan hai aasmaan,aisa toh socha na tha
bikhare pade hai tutake,chaaha tha kya aur kya huwa....

Return To Victory Lyrics Menu
Share: