मंगलवार, 20 जनवरी 2009

Kya Se Kya Lyrics



Boondh-Jal The Band Album Songs Lyrics

Hindi Song Title:Kya Se Kya
Hindi Album:BOONDH
Singer:Jal The Band

Kya Se Kya Hindi Lyrics:

Kya se kya bana diya ehsaas hai na
farishta tha main shaitan bana diya....

Thi ek khwaahish meri bhi toh
gham saare lelo khushi ab mujhe do
teri kabhi maine na maani
inn minnaton ki kadar na jaani
maan ke chalne wale bahut the
phir kyun hissa bana diya
usko bhi kaayanat kyun yeh jahaan bana diya....

Yeh baar socha ke kar jaaunga
socha nahi tha ke marr jaaunga
aakhari saans tak ladta raha main
jaane yeh kya karta raha main
ab jab kuchh bhi nahi raha hain
mujhko kyun iska gham huaan hain
izzar yeh shohrat yeh paisa mera
sab kuch iss duniya mein toh raha hain....

Kya se kya bana diya ehsaas hai na
farishta tha main shaitan bana diya....

Return To Boondh Lyrics Menu
Share: