मंगलवार, 20 जनवरी 2009

Mahiya Lyrics



Boondh-Jal The Band Album Songs Lyrics

Hindi Song Title:Mahiya
Hindi Album:BOONDH
Singer:Jal The Band

Mahiya Hindi Lyrics:

Mahiya lele dard saare dede khushiya
mahiya jee le zindagi ka har pal apana

aa....
ho jab aankh khuli anjaan tha apane andar gumnaam tha
nayi duniya ke naye log mile iss duniya mein tera pyar na tha
mere dil gata jaa na kar tu intejaar
kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
tu hi gaata ja aur chhed saare taar
kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar

Mahiya lele dard saare dede khushiya
mahiya jee le zindagi ka har pal apana

Dukh sukh mere ban jaate hai
jab gam mere agar baatein koi
har dard mujhe bhul jata hai
jab yaar ho mere saath sabhi
mere har pal ki hai ek nayi dastaan
ek nayi hai subaha ek naya asmaan
thodi masti hai thoda dil deewana
nahi dil hai ab mera koi veerana

Dil dhadka nahi hai rukta nahi
anjaani raahon par chalta hai
jaana ek din hai iss duniya se
jee le pal do pal ham yeh zindagi
mere dil gata jaa tu kar na intejaar
kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
tu hi gaata ja aur jod saare taar
kabhi aayega woh yaar jiska tha intejaar
mahiya haa aaa....

Return To Boondh Lyrics Menu
Share: