मंगलवार, 20 जनवरी 2009

Moray Piya Lyrics



Boondh-Jal The Band Album Songs Lyrics

Hindi Song Title:Moray Piya
Hindi Album:BOONDH
Singer:Jal The Band

Moray Piya Hindi Lyrics:

Din wohi raatein wohi par main woh na raha
tanha in shaamon mein koi bhi apana na tha
chanda aur taarein bhi bole ki yeh kya hua
haan main woh hi tum woh hi sama yeh woh na raha
moray piya tu na samjha
main iss duniya ka na tha....

Khoya din khoyi in raaton mein dhundhu main kya
aur is shikwa par apanon ne bhi kya kiya
nahi iss duniya mein koi jo apana laga
zamane ki dhoop ne he mujhko ruswaa kiya
moray piya tu na samjha
main iss duniya ka na tha
rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
moray moray piya kaise kaise jiya
rishtein sabhi ban jaate hain tootne ke liye ek lamha
moray moray piya kaise kaise jiya....

Return To Boondh Lyrics Menu
Share: