मंगलवार, 20 जनवरी 2009

Raatein Lyrics



Boondh-Jal The Band Album Songs Lyrics

Hindi Song Title:Raatein
Hindi Album:BOONDH
Singer:Jal The Band

Raatein Hindi Lyrics:

Yaad hai woh saari woh saari baatein
raaton mein din the din thi raatein
toh phir yeh jeevan aisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi....

Anjane raston pe jab hum saath the
doston ke sang bhi apane khwaab the
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka
woh baatein baaki thi wohmuskurahat tumhari thi
woh chahat bhara ehsaas labon pe baatein hamari thi
woh muskurahat woh chahat labonpe baatein hamari thi
toh kya yeh jeevan aaisa na tha
jaisa hamne socha
toh kya yeh bandhan aisa tha kya
jo kabhi toot na saka....

Return To Boondh Lyrics Menu
Share: