मंगलवार, 20 जनवरी 2009

Sajni Lyrics



Boondh-Jal The Band Album Songs Lyrics

Hindi Song Title:Sajni
Hindi Album:BOONDH
Singer:Jal The Band

Sajni Hindi Lyrics:

Main teri aankhon mein rehta hoon tujhe pata na chale
tere har pal mein guzra hoon tujhe pata na chale
karein toh phir kya karein tere bin kaise jiye
aankhon mein pyar liye bolo kahaan kahaan phiren....

Khafa toh hum bhi hain tum bhi ho humein pata na chale
judaai la mujhe gham bhi hain koi aisi khata na karein
karein toh phir kya karein tere bin kaise jiye
aankhon mein pyar liye bolo kahaan kahaan phiren
sajni paas bulaaon na ke dil aaj toota hain toota hain
saajan maan jaaon na ke woh aaj rootha hai aaj rootha hain
koi usse manaye na
jaane jaan
Dil tujhe he chahe na
Oooo....

Hamein dil se bhulaaon na yahi ab kehnaa hain ab kehna hain
tum pass aaon na aaon na
sajni paas bulaaon na
saajan maan jaaon na
sajni paas bulaaon na ke dil aaj toota hain
ho ho ho....

sajni paas bulaaon na
saajan maan jaaon na....

Return To Boondh Lyrics Menu
Share: