मंगलवार, 24 फ़रवरी 2009

Kisse Pyaar Karu Lyrics



Kisse Pyaar Karoon Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title:Kisse Pyaar Karu
Hindi Movie:KISSE PYAR KAROON

Kisse Pyaar Karu Hindi Lyrics:

Kisse pyaar karu o ya ya ya - 4
yeh bhi haseen hai,woh bhi jawaan hai
yeh dilnashi hai,woh dilruba hai,kisako bulaau yahaan
Kisse pyaar karu o ya ya ya - 4

[Jaha bhi dekhu nasha hi nasha hai
jidhar bhi dekhu ada hi ada hai] - 2
yeh madhoshiya, yeh betaabiya
sine mein uthani lagi garmiya
ja ke bujhaau kaha o ya ya ya
Kisse pyaar karu o ya ya ya - 4

hi i am a model,i am an actress
i am pop star,i am nothing well i m too sexy baby....

[Kambakht yeh dil machal jaayega
kamina yeh ishq badal jaayega] - 2
nikamma na kar de yeh badnaam dil
ghadi do ghadi ke liye aake mil
tu hai haseen main jawaan....

Kisse pyaar karu o ya ya ya - 4
yeh bhi haseen hai,woh bhi jawaan hai
yeh dilnashi hai,woh dilruba hai,kisako bulaau yahaan
Kisse pyaar karu o ya ya ya - 4

Return To Kisse Pyaar Karoon Lyrics Menu
Share: