शनिवार, 11 अप्रैल 2009

Haafiz Khuda Iss Ishq Ka Pyaar Ka Lyrics



8 X 10 Tasveer Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Haafiz Khuda Iss Ishq Ka Pyaar Ka

Hindi Movie : 8 X 10 TASVEER

Singers : Mohit Chauhan & Tulsi Kumar

Haafiz Khuda Iss Ishq Ka Pyaar Ka Hindi Lyrics:

Da ra na na na,yayi ya ya na,da ra na na na,de re de ra re....

Haafiz khuda iss ishq ka,pyaar ka
haafiz khuda abb har jagah hai wafa
aankhon mein jo tasbeer hai,mere khaabon ki taabir hai - 2
haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka
haafiz khuda abb har jagah hai wafa....

Mujhako pata abb chal gaya,ke kitani rangin hai kismat meri
darr tha magar abb hai khabar,ke hai yeh chaahat salaamat meri
haafiz khuda, haafiz khuda,badi pyaari si hai meri duwa
hai maasum sa hai yeh dil bada,jo bhi isane chaaha tha woh mil gaya
haafiz khuda iss ishq ka,pyaar ka
haafiz khuda abb har jagah hai wafa....

aankhon mein jo tasbeer hai,mere khaabon ki taabir hai - 2
haafiz khuda iss ishq ka,pyaar ka
haafiz khuda abb har jagah hai wafa
da ra na na na,yayi ya ya na,da ra na na na,de re de ra re....

Return >> 8 X 10 TASVEER Lyrics
Share: