रविवार, 24 मई 2009

Yeh Dil Darr Raha Hai Lyrics



Sanam Teri Kasam Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title: Yeh Dil Darr Raha Hai
Hindi Movie: SANAM TERI KASAM
Singer: Sapna Mukherjee

Yeh Dil Darr Raha Hai Hindi Lyrics:

Kahin kisise sheesha tuta,kahin kisika dil
chot lagi hai kise kahaan par khana hai mushkil
ha ha ha ha....
[yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai] - 2
yeh dil darr raha hai....

Kehata hai kyun saara jahaan yeh kharaab hai - 2
har dard ki hai yeh dawa yeh sharaab hai
aankhon se main honton se aa tujhako pilaau - 2
yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
yeh dil darr raha hai....

Kaisi wafa kaisi jafa kaisa pyaar hai - 2
kasme hai kya waade hai kya kaisa yaar hai
jhute saare rishte hai aa tujhako bataau - 2
yeh dil darr raha hai, yeh kya kar raha hai
kisiki mohabbat ka nasha chadh raha hai
yeh dil darr raha hai....

Chaaha jise hai - 2
yeh husn ki kamsin ada tere paas hai
dilbar aa tujhape jaan yeh main lutaau - 2
yeh dil darr raha hai,yeh kya kar raha hai....

Return >> Sanam Teri Kasam Lyrics
Share: