सोमवार, 27 जुलाई 2009

Khumariyan Song Lyrics from Shadow

Song Details:-
Song Name: Khumariyan
Film/Album: Shadow
Singer(s): Sunidhi Chauhan
Music Director: Anand Raj Anand
Lyricist: -
Length: 4:32
Music On: Great Music

Lyrics of Khumariyan Song

Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan

Deewana hai na hai na deewana
Deewana hai na hai na deewana
Manaya kitna par dil na manaa
Pagli ko bilkul nahi hai khabar
Kab kis pe kar jayega asar

Ye hai umar pyaar ki ye hai ghadi ikraar ki
Mere aitbaar ki Tere aitbaar ki

Kuck mere deedar mein hai
Kuch tere deedar mein hai kya
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan

Habibi ??

Aankhon mein mastian Baaton mein mastian
Subhon mein bhi mastian Shaamon mein mastian

Paymanaa hai aankhon me yaar
Pee le pee le aa ik baar
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan
http://ghazal-kvita.blogspot.com/

Deewana hai na hai na deewana
Deewana hai na hai na deewana
Manaya kitna par dil na manaa
Pagli ko bilkul nahi hai khabar
Kab kis pe kar jayega asar
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan
Khumariyan khumariyan ishq ke ye khumariyan

Check out all latest Hindi Songs Lyrics

Please feel free to comment below if you see any mistakes with lyrics, any wording or language mistakes.
Share: