रविवार, 13 दिसंबर 2009

Aankhen Tumhaari Lyrics



MAREGA SALAA Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai
Hindi Movie : MAREGA SALAA
Singers : Shreya Goshal & Sonu Nigam

[Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai Hindi Lyrics:

Mm mm mm mm hmm hmm hmm hey hey hey...
aankhen tumhaari sab keh rahi hai
chehara tumhaara sab keh raha hai
tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
saansein tumhaari sab keh rahi hai
aankhen tumhaari sab keh rahi hai
chehara tumhaara sab keh raha hai...

Saamne ho mere tum phir bhi intjaar hai
chain mil raha hai thoda dil bekaraar hai
dekho na yeh dil mera dhadake hi ja raha
ik ajnabi se milake tadape hi ja raha
uljhan hamaari sab keh rahi hai
tadpan tumhaari sab keh rahi hai
tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
dhadkan tumhaari sab keh rahi hai
aankhen tumhaari sab keh rahi hai
chehara tumhaara sab keh raha hai...

Hum toh chale hai yuun hi manjil ki baahon mein
hamako khabar nahi kya haan inn raahon mein
ho khoyo khoyi aankhon mein khoye khoye khaab hai
na kuchh sawaal hai na kuchh jawaab hai
khaamoshiya abb sab keh rahi hai
sarghosiya abb sab keh rahi hai
tum kuchh kaho ya kuchh na kaho
madhoshiyaan abb sab keh rahi hai
aankhen tumhaari sab keh rahi hai
chehara tumhaara sab keh raha hai...

[Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Return >> MAREGA SALAA Lyrics

Bollywood Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai from the Bollywood movie MAREGA SALAA.Every care is taken to make Aankhen Tumhaari Sab Keh Rahi Hai Lyrics as correct as possible.
Share: