शनिवार, 12 दिसंबर 2009

Haan Mein Jitani Martaba Lyrics



ALL THE BEST Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Haan Mein Jitani Martaba
Hindi Movie : ALL THE BEST
Singer : Kay Kay & Yashita

[Haan Mein Jitani Martaba Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Haan Mein Jitani Martaba Hindi Lyrics:

[Haan mein jitani martaba tujhe hoon dekhata
yeh lagata hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke meri saanse chale
bata du main tujhe] - [2]

Haan tu jine ki wajah,dikhe tu har jagah,najar jaaye jahaan
haan haan haan tere saath hi chalegi har ghadi,yeh meri daastaan
haan mein jitani martaba tujhe hoon dekhata
yeh lagata hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke meri saanse chale
bata du main tujhe...

Haan kya galati hai meri
jo baaton mein teri aa gaya aa gaya dil mera
haan jamaana chhodke
hamesha ke liye ho gaya ho gaya dil tera
haan tu mera pyaar hai mera dildaar hai,tu mera hai jahaan
haan haan haan yeh lamahe khaas hain
jo hum tum paas hain nahi hai duriyaan
haan haan haan mein jitani martaba tujhe hoon dekhata
yeh lagata hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke meri saanse chale
bata du main tujhe...

Haan nigaaho mein rahu ya baaho mein rahu
main kabhi na kahin pe jaau
haan iraada hai mera,yeh vaada hai mera
naa kabhi main tujhe tadpaau
haan tujhe main du khushi,tu meri hai jamin
hai tu hi aasmaan
haan haan haan yeh meri jindagi hai tujhame hi kahin
hai jaana abb kahan
haan haan haan mein jitani martaba tujhe hoon dekhata
yeh lagata hai mujhe...

Haan haan haan tujhe hi dekh ke meri saanse chale
bata du main tujhe
haan tu jine ki wajah,dikhe tu har jagah,najar jaaye jahaan
haan haan haan tere saath hi chalegi har ghadi,yeh meri daastaan
haan mein jitani martaba tujhe hoon dekhata
yeh lagata hai mujhe
haan haan haan tujhe hi dekh ke meri saanse chale
bata du main tujhe...

[Haan Mein Jitani Martaba Lyrics @ http://lyrics.unialive.com/]

Return >> ALL THE BEST Lyrics

Bollywood Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Haan Mein Jitani Martaba from the Bollywood movie ALL THE BEST.Every care is taken to make Haan Mein Jitani Martaba Lyrics as correct as possible.
Share: