रविवार, 13 दिसंबर 2009

Sab Yahaan Hai Lyrics



AAO WISH KAREIN Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Sab Yahaan Hai
Hindi Movie : AAO WISH KAREIN
Singer : Kunal Ganjawala

[Sab Yahaan Hai Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Sab Yahaan Hai Hindi Lyrics:


[Dil ne jo kahaan,apne sapano ne jo buna,woh yahaan hai - [2]
maane tu maane na,dil ki baatein tu jaane na,sab yahaan hai] - [2]
dil ne kahaan hai tu hi meri jaan hai
maanga tha jo hai sab yahaan na na na na na na
hote hai sapane phir sach yuun kahaan pe
maanga tha jo hai sab yahaan...

Maine tha jo chuna uparwaale ne hai suna,sab yahaan hai
jisane bhi tha kahaan aisa kahin hota hai kya,woh kahaan hai
khaabon ka jahaan hota hai sach yeh dekho na,sab yahaan hai
mann se jo maangoge,puri duniya ko paaoge,yeh ho raha hai
dil ne kahaan hai tu hi meri jaan hai
maanga tha jo hai sab yahaan na na na na na na
hote hai sapane phir sach yuun kahaan pe
maanga tha jo hai sab yahaan...

Dil ne jo kahaan,apane sapano ne jo buna,woh yahaan hai
maane tu maane na,dil ki baatein tu jaane na,sab yahaan hai
maine tha jo chuna uparwaale ne hai suna,sab yahaan hai
jisane bhi tha kahaan aisa kahin hota hai kya,woh kahaan hai
o ho ho ho dil ne kahaan hai tu hi meri jaan hai
maanga tha jo hai sab yahaan na na na na na na
hote hai sapane phir sach yuun kahaan pe
maanga tha jo hai sab yahaan...

[Dil ne kahaan hai tu hi meri jaan hai
maanga tha jo hai sab yahaan
hote hai sapane phir sach yuun kahaan pe
maanga tha jo hai sab yahaan] - [2]

[Sab Yahaan Hai Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Return >> AAO WISH KAREIN Lyrics

Bollywood Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Sab Yahaan Hai from the Bollywood movie AAO WISH KAREIN.Every care is taken to make Sab Yahaan Hai Lyrics as correct as possible.
Share: