मंगलवार, 15 दिसंबर 2009

Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Lyrics



WHATS YOUR RASHEE Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha
Hindi Movie : WHATS YOUR RASHEE
Singers : Sohail Sen & Tarannum Malik

[Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Hindi Lyrics:

Salone kya tune prem ka shaastra padha - [2]
ho koyi aaye toh mann ko bhaaye toh hoti hai kya dasha
sunani hai kya saari katha - [2]
salone aa,salone aa...
[Kaisi agan sulagati hai honto mein
kaisa dhunwaan ghir aata hai naino mein] - [2]
kyun baatein karati hai parchhayiyaan
kyun aane lagati hai angdaayiyaan
tan sataaye kyun thartharaaye kyun,jaage kyun kaama
sunani hai kya saari katha...

Salone aa,salone aa
o chanchal sundari baala, mujhe pata nahi tha
har yug meinjanam leti hai yahaan koyi menaka
o prem ka badhan hai aalingan kaise tumase kahun
prem sandesa hota hai chumban isame sankoch kyun
yeh jo suwidha hai woh hi duwidha hai,isako kahu aur kya
sunani hai kya saari katha...

Salone kya tune prem ka shaastra padha - [2]
ho koyi aaye toh mann ko bhaaye toh hoti hai kya dasha
sunani hai kya saari katha - [2]
salone aa,salone aa...

[Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Return >> WHATS YOUR RASHEE Lyrics

Bollywood Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha from the Bollywood movie WHATS YOUR RASHEE.Every care is taken to make Salone Kya Tune Prem Ka Shaastra Padha Lyrics as correct as possible.
Share: