मंगलवार, 15 दिसंबर 2009

Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics



AAMRAS Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan
Hindi Movie : AAMRAS
Singer : Jojo

[Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Hindi Lyrics:

Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
gumsum hai kyun bhala saara sama...

[Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
gumsum hai kyun bhala saara sama] - [2]
tham sa gaya yeh pal,dil na lage aajkal
tu hi bata kya karun kaise yahaan main rahun
tere bin suna suna yeh jahaan - [4]

Yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan
sab puchhate hai yeh tu hai kahaan
kya main kahun inase,dur hai tu mujhase
kya baat hai kya huwa,kyun ho gayi tu juda
tere bin suna suna yeh jahaan - [2]

Mere honto mein sama banake hansi
meri jindagi mein aa leke khushi
bhul gayi tu mujhe,yaad karu main tujhe
aaja sanam aa bhi ja,sun le sada o meri jaan
tere bin suna suna yeh jahaan - [4]

[Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics @ http://ghazal-kvita.blogspot.com]

Return >> AAMRAS Lyrics

Bollywood Hindi Lyrics site brings you the lyrics of the song Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan from the Bollywood movie AAMRAS.Every care is taken to make Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics as correct as possible.
Share: