शनिवार, 20 फ़रवरी 2010

Jyoti Jalaile Song Lyrics from Atithi Tum Kab Jaoge



Song Details:-
Song Name: Jyoti Jalaile
Film/Album: Atithi Tum Kab Jaoge?
Singer(s): Sukhwinder Singh
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil
Length: 5:22
Music Label: Junglee Music

Lyrics of Jyoti Jalaile Song


Jai kara .. sheran wali da
Bol saje darbar ki jai
Sacchian jyotan wali maata .. teri sada ki jai (jai)

Ye sansar, hai majdaar
Ye sansar hai majdaar maiya kare gi beda paar sabka
O ye sansar hai majdaar maiya karegi beda paar sabka
Ho aake maiya rani ka aashirwad lai le
Aaja mandir mein maa ka prasad lai le (aaja mandir mein maa ka prasad lai le)
Oo jyoti jalaile (jalaile)
Maiya ki jia
To maiya hai tere saath hai, dum dum dadam
Arrey jyoti jalaile maiya ki jia to maiya hai tere saath hai, dum dum dadam
O ye safaar hai majdaar maiya karegi beda paar sabka (ho sabka)
Ho aake maiya rani ka aashirwad lai le
Aaja mandir mein maa ka prasad lai le (aaja mandir mein maa ka prasad lai le)

Jai kare sheran wali da, bol sacche sarbar ki jai

Hoo maa se door kyun huzoor
Maa se door kyun huzoor aisa hua kya kasoor bhakto (ho bhakto)
Oo maiya bhakto ki toli bulayi rahi re
Maathe laali rangoli lagayi rahi re
Bulayi rahi re, bulayi rahi re woh toli
Lagayi rahi re, lagayi rahi re rangoli

Arrey re re teeka lagayi le, patal pe jiya
To maiya tere saath dum dum dadam
Arrey teeka lagayi le, patal pe jiya
To maiya tere saath dum dum dadam ..

Ho aaja aaja aaja aaja maa ke dabaar
Ho maaya mohini bhi saar
Ho aaja maa ke dabaar
Maaya mohini bhi saar
Koro chapti ye paap ka jahaan chod de (chod de)
Ho paisa thaila dhukon ki dukaan chod de
Joothi kamayi ki dukaan chod de o bhakta
Joothi kamayi ki dukaan chod de o bhakta
Sun le tu o bhakta sun le tu
Arrey joothi kamayi ki dukaan chod de
Ye kamai, kya kamaye
Ho ye kamai, kya kamaye kisi kaam mein na aaye ae marr ke, hai marr ke
Ho jaisa hona kisi ka naseeb pa gaya, jo bhi maiya ke dar ke kareeb aa gaya
Ho jo bhi maiya ke dar ke kareeb aa gaya
http://ghazal-kvita.blogspot.com/

Deepak jalaile hai jalta jiya
To maiya tere saath dum dum dadam ..
(Jai mata di, jai mata di, jor se bolo jai mata di, saare bolo jai mata di ..)
Jai kara .. jai kara .. sheran wali ka
Bol saje darbar ki jai


See lyrics of other songs from this album Atithi Tum Kab Jaoge? Music Album

Check out all the latest Hindi Songs Lyrics
Share: