मंगलवार, 15 दिसंबर 2009

More Naina Tum Sang Laage Lyrics



YMI Movie Songs Lyrics

Hindi Song Title : More Naina Tum Sang Laage
Hindi Movie : YMI - YEH MERA INDIA
Singer : Kavita Seth

[More Naina Tum Sang Laage Lyrics @ http://lyrics.unialive.com/]

More Naina Tum Sang Laage Hindi Lyrics:

Kabhi unn madbhari aankhon se piya tha ik jaam
aaj tak hosh nahi hosh nahi hosh nahi
naina naina tore naina naina,naina naina tore naina - [2]
more naina tum sang laage - [2]
more naina,more naina,more naina,more naina
more naina tum sang laage - [2]
naina naina tore naina naina,naina naina tore naina - [2]
maja aa raha hai dilbar ki dillagi mein
najarein bhi hami pe parada bhi hami se
yeh do naina bade hi deewaane,yeh do naina haay ri
yeh do naina bade hi deewaane,bade matwaare bade hi sayaane
more naina naina,(more naina tum sang laage) - [2]
more naina, more naina,more naina,more naina
more naina tum sang laage - [2]

[Aankhon se aankhein chaar huyi
kuchh maine kahaan kuchh usane kahaan] - [2]
chup rehane se kya hota hai,abb raaj chhupaana mushkil hai
tere naino mo pe jaadu kiya,jaadu kiya mera jiya le liya
tere naino ne haay ri
maare janam maran ko saathi thaare nahi bisaru din raati - [2]
bin dekhe aa nahi chain palat hai, jaanat mori jaati
unchi chadh chadh panth nihaaru rowe akhiya raati
haan haan rowe akhiya raati
tere naino mo pe jaadu kiya,jaadu kiya mera jiya le liya

Tere naino mo pe jaadu kiya, jaadu kiya mera jiya le liya
tere naino ke ajab ishaare - [3]
more naina tum sang laage - [2]
more naina, more naina,more naina,more naina
more naina tum sang laage - [2]
naina naina tore naina naina,naina naina tore naina...

[More Naina Tum Sang Laage Lyrics @ http://lyrics.unialive.com/]

Return >> YMI - Yeh Mera India Lyrics

Kavita Lyrics site brings you the lyrics of the song More Naina Tum Sang Laage from the Bollywood movie YMI - Yeh Mera India.Every care is taken to make More Naina Tum Sang Laage Lyrics as correct as possible.
Share: