शुक्रवार, 1 फ़रवरी 2008

Kehne ko Jashn-e-bahara -Jodhaa Akbar - Ar Rahman




Lyrics of Kehne ko Jashn-e-bahara hai (Jodhaa Akbar)
Song : Kehne ko Jashn-e-bahara
Movie :Jodhaa Akbar
Music: Ar Rahman
Singer: Javed Ali
Lyrics : Javed Akhtar

Kehne ko Jashn-e-bahara hai Ishq yeh dekhke hairaan hai
Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Ooooo hooooo…

Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Kaise kahen kya hai sitam Sochte hai ab yeh hum
Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare
Karte to hai saath safar Faasle hain phir bhi magar

Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare
Pass hain phir bhi paas nahi Humko yeh gum raas nahi
Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya
Sare sehmein nazare hainSoye soye vaqt ke dhare hain
Aur dil mein koi khoye si baatein hain
Oooo hoooo..

Kehne ko Jashn-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Hum ne jo tha nagma suna Dil ne tha usko chuna

Yeh dastaan humein vaqt ne kaise sunai
Hum jo agar hai gumgee Woh bhi udhar khush to nahi

Mulakato mein hai jaise ghul si gai tanhai
Milke bhi hum milte nahi Khilke bhi gul khilte nahi

Aankhon mein hai baharein dil mein khiza
Sare sehmein nazare hain Soye soye vaqt ke dhare hain

Aur dil mein koi khoye si baatein hain
oooo hoo
Kehne ko Jashan-e-bahara haiIshq yeh dekhke hairaan hai
Phool se khusboo khafa khafa hai gulshan mein

Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Share: