गुरुवार, 28 फ़रवरी 2008

MAUT LUCKY ALI KAANTE



MAUT - LUCKY ALI - KAANTE

Dil ki dhadkan hai ya goliyon ka shor hai Faasle ho jaaye na nazdeek
Aa jaa mila le dil jala le Zindagi ko na jaane milegi yeh naseeb
Dil mein to chain nahin, rahe nahin, sahe nahinYeh sawaal to khaayi jaaye
Jeena to maut na jaane kab aayegaKise bulaake yeh kise le jaayega
Maut, jeene ke liye zaroori hai yehMaut, kaise ban gayi majboori hai yeh
Maut, lamhe ruk jaate jab yeh aatiMaut, saanson ko baahon mein leke jaati
Zinda hoke mar gaya, main marke zinda ho gaya
Dil ki dhadkan mein yeh zindagi ka shor haiDil manaate yeh shaq hai abhi
Har sawaal jawaab ka fizool haiYeh khayaal to kar le koiJeena dusaar hai,
pyaar hai, yaar haiMardon ko yeh do raahein dikhaayeJeena to jeena hai,
marna hai to marna hai
Jis ka waqt aaya hai usi ko chal jaana haiMaut, sirf raahein badal jaate haiMaut,

naye daur khul jaate haiMaut, lena dena tab pata chalta haiMaut, kamaai ka hajara milta hai

Bekhabar hai, sawaal yeh nishaan haiMil jaaye jo voh hai naseebJeena toofaani hai, baaqi sab bayaani haiJhooth leke jaati hai zindagiMera bulaava hai, yeh zindagi ka daava hai

Mujhe bulaaye yeh tujhe bhi bulaayeBanke hawa muskuraaye
Meri maut, teri maut, iski uski sab ki basMaut, jeene ke liye zaroori hai yeh
Maut, kaise ban gayi majboori hai yehMaut, lamhe ruk jaate jab yeh aati
Maut, saanson ko baahon mein leke jaatiMaut, sirf raahein badal jaate hai
Maut, naye daur khul jaate haiMaut, lena dena tab pata chalta hai
Maut, kamaai ka hajara milta haiMaut
Share: