सोमवार, 8 सितंबर 2008

Lyrics Of Hindi Song Mastaan Mastaan Rabi Rabi



Tahaan Movie Song Lyrics

Hindi Song Title:Mastaan Mastaan Rabi Rabi
Hindi Movie:TAHAAN
Singer:Ritesh Menon

Mastaan Mastaan Rabi Rabi Hindi Lyrics:

[din hai naye,par hai yaadein puraani
yaadon mein teri bhi hai ek kahaani] ....2
kya kya hamaare bhi kisse huye the
hum tum mohbbat ke hisse huye the
jaane kahaan jaate hai din rulaake....

[mastaan mastaan rabi rabi,yaadein ajaadi rabi rabi] ....2

abb bhi mere dil ke iss aayine mein
tasveer teri saji hai tabhi se
koyi mitaa paaya hai na use
har pal teri yaad aati hai maasumiya....

[mastaan mastaan rabi rabi,yaadein ajaadi rabi rabi] ....2

meri ummidein yeh maange duwaayein
yaaro ke dhalane se pehale woh aaye
?? kabhi apani kasame nibhaaye
manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa....

[mastaan mastaan rabi rabi,yaadein ajaadi rabi rabi] ....2

[mastaan mastaan rabi rabi,yaadein ajaadi rabi rabi] ....2

Return To Tahaan Movie Song Lyrics Main Menu
Share: