बुधवार, 10 सितंबर 2008

Lyrics Of Hindi Song Mitti Ki Khushabu



Ru-Ba-Ru Hindi Movie Song Lyrics

Hindi Song Title:Mitti Ki Khushabu
Hindi Movie:RU-BA-RU
Singers:Sunidhi Chauhan & Kunal Ganjawala

Mitti Ki Khushabu Hindi Lyrics:

Mitti ki khushabu yeh fijaayein,lamha lamha yeh ghataayein
dehaka dehaka khil utha hai sama
waadiyon mein khil gayi hu,aasmaa mein mil gayi hu
tere honto se sun rahi hu jiya....

[paas hai tu,hawa mein kuchh baat hai
meri jaan hai tu,tujhase hi din raat hai] ....2

mere ehsaas mein,meri har pyaas mein
mere aas paas yuun tum rehana
tu hi tu meri jaan,tu hi meri pehchaan
tere bin beetein na meri raina
mitti ki khushabu yeh fijaayein,lamha lamha yeh ghataayein
dehaka dehaka khil utha hai sama....

[paas hai tu,hawa mein kuchh baat hai
meri jaan hai tu,tujhase hi din raat hai] ....2

tere dil mein kahin,hai mujhko yakin
ha mujhe bhi yahi hai rehana
abb dil ko sujhe,bandhale tu mujhe
aur simat le tujhe mere naina....

mitti ki khushabu yeh fijaayein,lamha lamha yeh ghataayein
dehaka dehaka khil utha hai sama
waadiyon mein khil gayi hu,aasmaa mein mil gayi hu
tere honto se sun rahi hu jiya....

[paas hai tu,hawa mein kuchh baat hai
meri jaan hai tu,tujhase hi din raat hai] ....4

paas hai tu,kuchh baat hai....

Back To Ru-Ba-Ru Song Lyrics Main Menu
Share: