शनिवार, 29 दिसंबर 2007

Taare Zameen Par Lyrics



Movie : Taare Zameen Par

Music : Shankar, Ehsaan & Loy
Singers: Shankar Mahadevan, Dominique Cerejo, Vivienne
Taare Zameen Par Lyrics

Dekho inhein yeh hai onss ki boodein..
Patto ki goodh mein aasamaan se khude
Angdai le phir karwat badal kar..Nazuk se moti hasde phishal kar
Kho na jayee yeh.........Taare Zameen par
Yeh toh hai sardi mein....Dhoop ki kirane
Uthre jo aangan ko sunehara sa karne...
Maan ke andhero ko roshan sa karde
Thiturti hatheli ki rangat badal de
Kho na jayee yeh.........Taare Zameen par

Jaise aankhon ki debiyan mein neediyan....
Aur neediyan mein meetha sa sapna
Aur sapne mein mil jaye faristha sa koi..
Jaise rango bhari peechkari
Jaise Thitliyan phoolo ki pyari...
Jaise bina matlab ka pyaara rista ho koi
Yeh to asha ki lehra hai....

Yeh to umeed ki seher hai
Khushiyon ki nehar hai
Kho na jaye yeh......Taare Zameen par

Dekho raaton ke sene pe yeh to...Jhil mil kisi lao se uge hain
Yeh to andiyan ke khushbo hai bhago se beh chale
Jaise kaanch mein chudi ke tukde..
Jaise khile khile phoolon ke mukhde
Jaise bansi koi bajaye pedo ke taale
Yeh to jhokeeee... hai pawan ke....Hai yeh gungroo jeevan ke
Yeh to sur hai chaman ke
Kho na jayeeeee....Taare Zameen par

Mohale ki ronak galiyan hai jaise....Khilne ki zid per kaliyan hai
jaiseMuthi mein masam ki jaise hawaein
Yeh hai buzurgo ke dil ki duayein
Kho na jayeee.....Taare Zameen parTaare Zameen par

Kabhi baatein jaise dadi naani...Kabhi chale jaise num num pani
Kabhi ban jaye bhole saawalo ki jhadi
Sanate mein hasi ke jaise....Sune hoton pe khushi ke jaise
Yeh to noor hai barse gar pe kismat ho padi
Jaise jhil mein lehar aye chanda

jaise bheed mein apne ka kandha
jaise manmauji nadiya.jhaag udaye kuch kahe
jaise baithe baithe meethi si jhapki
jaise pyar ki dheemi si thapki...jaise kaanon mein sargam
hardam bajti hi rahe....jaise barkha udati hai bundiya

kho na jaaayeeee yehhhh.....Kho na jaayee yehh
kho na jaayee yehhkho na jaayee yehhh


Share: